Sher
mujh se zid hai to phir us zid ko nibhane ke liye
main jo mar ja.un to phir aap bhi mar ja.iyega

Mohammad Ahmad
mujh se zid hai to phir us zid ko nibhane ke liye
main jo mar ja.un to phir aap bhi mar ja.iyega
gaah ho jaata huun main apni ana ka qaidi
main na aa.uun to phir aa kar mujhe chhuDva.ega
kahin tha main mujhe hona kahin tha
main dariya tha magar sahra-nashin tha
mujh se zid hai to phir us zid ko nibhaane ke liye
main jo mar jaaun to phir aap bhi mar jaaiyegaa
gaah ho jaataa huun main apni anaa kaa qaidi
main na aauun to phir aa kar mujhe chhuDvaaegaa
kahin thaa main mujhe honaa kahin thaa
main dariyaa thaa magar sahraa-nashin thaa
ab kis se kahein ki kyaa huaa thaa
अब किस से कहें कि क्या हुआ था
yaad aate rahnaa bas
याद आते रहना बस
pas-e-marg-e-tamannaa kaun dekhe
पस-ए-मर्ग-ए-तमन्ना कौन देखे
saDkon par ik sail-e-balaa thaa logon kaa
सड़कों पर इक सैल-ए-बला था लोगों का
huaa chale yaa ruke khushnumaa samaan ho jaae
हुआ चले या रुके ख़ुशनुमा समाँ हो जाए
bujhe agar badan ke kuchh charaagh tere hijr mein
बुझे अगर बदन के कुछ चराग़ तेरे हिज्र में