Sher
hai ye takid ki ham ko na sata.e koi
kaise phir un ko kaleje se laga.e koi
M
Mohammad Naazir Ali NaazirMohammad Naazir Ali Naazir
hai ye takid ki ham ko na sata.e koi
है ये ताकीद कि हम को न सताए कोई
koi us but sa zamane men nahin
कोई उस बुत सा ज़माने में नहीं
asiran-e-qafas par zulm to sayyad karte hain
असीरान-ए-क़फ़स पर ज़ुल्म तो सय्याद करते हैं
khuda ki shaan ki ham ko uTha ke mahfil se
ख़ुदा की शान कि हम को उठा के महफ़िल से
kucha-e-yar men jaane ki kabhi khu na ga.i
कूचा-ए-यार में जाने की कभी ख़ू न गई
umangon par hai ab un ki javani
उमंगों पर है अब उन की जवानी
hai ye takid ki ham ko na sata.e koi
kaise phir un ko kaleje se laga.e koi
koi us but sa zamane men nahin
yuun to dekhe hain trahdar bahut
asiran-e-qafas par zulm to sayyad karte hain
ki un ke par katar lete hain tab azad karte hain
khuda ki shaan ki ham ko uTha ke mahfil se
raqib baiThe hain zaanu tira daba.e hue
kucha-e-yar men jaane ki kabhi khu na ga.i
Thokaren kha ke bhi sambhle na sambhalne vaale
umangon par hai ab un ki javani
khush aa.e kyuun na itrana kisi ka
hai ye taakid ki ham ko na sataae koi
kaise phir un ko kaleje se lagaae koi
sharar-e-naala-e-bulbul se lagi un mein aag
jo shajar baagh mein the phulne phalne vaale
asiraan-e-qafas par zulm to sayyaad karte hain
ki un ke par katar lete hain tab aazaad karte hain
khudaa ki shaan ki ham ko uThaa ke mahfil se
raqib baiThe hain zaanu tiraa dabaae hue
kucha-e-yaar mein jaane ki kabhi khu na gai
Thokarein khaa ke bhi sambhle na sambhalne vaale
umangon par hai ab un ki javaani
khush aae kyuun na itraanaa kisi kaa