chahne vaalo pyaar men thoDi azadi bhi lazim hai
dekho mera phuul ziyada dekh-bhal se TuuT gaya

Mukesh Aalam
Mukesh Aalam
Sherशेर
See all 9 →chahne vaalo pyaar men thoDi azadi bhi lazim hai
चाहने वालो प्यार में थोड़ी आज़ादी भी लाज़िम है
mujhe duniya ke ta.anon par kabhi ghussa nahin aata
मुझे दुनिया के ता'नों पर कभी ग़ुस्सा नहीं आता
gham ki dahshat-gardi men bhi dil ko khole rakkha ham ne
ग़म की दहशत-गर्दी में भी दिल को खोले रक्खा हम ने
aaj to aise bijli chamki barish aa.i khiDki bhigi
आज तो ऐसे बिजली चमकी बारिश आई खिड़की भीगी
khaak huun uDta huun sach hai ki main avara-mizaj
ख़ाक हूँ उड़ता हूँ सच है कि मैं आवारा-मिज़ाज
kitni bhi pyari ho har ik shai se ji ukta jaata hai
कितनी भी प्यारी हो हर इक शय से जी उक्ता जाता है
Popular Sher & Shayari
18 totalmujhe duniya ke ta.anon par kabhi ghussa nahin aata
nadi ki tah men ja ke saare patthar baiTh jaate hain
gham ki dahshat-gardi men bhi dil ko khole rakkha ham ne
varna is mahaul men shahron shahron taale paD jaate hain
aaj to aise bijli chamki barish aa.i khiDki bhigi
jaise badal khinch raha ho mere ashkon ki tasviren
khaak huun uDta huun sach hai ki main avara-mizaj
paani hota bhi to sailab men dekha jaata
kitni bhi pyari ho har ik shai se ji ukta jaata hai
vaqt ke saath to chamkile zevar bhi kaale paD jaate hain
khaak huun uDtaa huun sach hai ki main aavaara-mizaaj
paani hotaa bhi to sailaab mein dekhaa jaataa
chaahne vaalo pyaar mein thoDi aazaadi bhi laazim hai
dekho meraa phuul ziyaada dekh-bhaal se TuuT gayaa
mujhe duniyaa ke taanon par kabhi ghussa nahin aataa
nadi ki tah mein jaa ke saare patthar baiTh jaate hain
aaj to aise bijli chamki baarish aai khiDki bhigi
jaise baadal khinch rahaa ho mere ashkon ki tasvirein
kitni bhi pyaari ho har ik shai se ji uktaa jaataa hai
vaqt ke saath to chamkile zevar bhi kaale paD jaate hain
use manaane mein ham ne ganvaa diyaa us ko
ki shisha TuuT gayaa dhuul saaf karte hue
Ghazalग़ज़ल
kise khabar thi havaa raah saaf karte hue
किसे ख़बर थी हवा राह साफ़ करते हुए
aasaan raston mein aise bhi jaan ke laale paD jaate hain
आसाँ रस्तों में ऐसे भी जान के लाले पड़ जाते हैं
ab to apne paas hain keval bichhDe yaaron ki tasvirein
अब तो अपने पास हैं केवल बिछड़े यारों की तस्वीरें
aankh mein teraa aks tire hi ek khayaal se TuuT gayaa
आँख में तेरा अक्स तिरे ही एक ख़याल से टूट गया
miri aankhon mein jab bhi tere manzar baiTh jaate hain
मिरी आँखों में जब भी तेरे मंज़र बैठ जाते हैं
aasmaanon ke khule baab mein dekhaa jaataa
आसमानों के खुले बाब में देखा जाता





