main to har dhuup men sayon ka raha huun juuya
mujh se likhva.i sarabon ki kahani tum ne

Mukhtar Siddiqui
Mukhtar Siddiqui
Sherशेर
See all 11 →main to har dhuup men sayon ka raha huun juuya
मैं तो हर धूप में सायों का रहा हूँ जूया
jin khayalon ke ulaT pher men uljhin sansen
जिन ख़यालों के उलट फेर में उलझीं साँसें
raat ke baa'd vo sub.h kahan hai din ke baa'd vo shaam kahan
रात के बाद वो सुब्ह कहाँ है दिन के बाद वो शाम कहाँ
ibrat-abad bhi dil hote hain insanon ke
इबरत-आबाद भी दिल होते हैं इंसानों के
bastiyan kaise na mamnun hon divanon ki
बस्तियाँ कैसे न मम्नून हों दीवानों की
meri ankhon hi men the an-kahe pahlu us ke
मेरी आँखों ही में थे अन-कहे पहलू उस के
Popular Sher & Shayari
22 totaljin khayalon ke ulaT pher men uljhin sansen
un men kuchh aur bhi sanson ka izafa kar len
raat ke baa'd vo sub.h kahan hai din ke baa'd vo shaam kahan
jo ashufta-sari hai muqaddar us men qaid-e-maqam kahan
ibrat-abad bhi dil hote hain insanon ke
daad milti bhi nahin khun-shuda armanon ki
bastiyan kaise na mamnun hon divanon ki
vus.aten in men vahi laate hain viranon ki
meri ankhon hi men the an-kahe pahlu us ke
vo jo ik baat suni meri zabani tum ne
bastiyaan kaise na mamnun hon divaanon ki
vusatein in mein vahi laate hain viraanon ki
nur-e-sahar kahaan hai agar shaam-e-gham gai
kab iltifaat thaa ki jo khu-e-sitam gai
kyaa kyaa pukaarein sisakti dekhin lafzon ke zindaanon mein
chup hi ki talqin kare hai ghairat-mand zamir hamein
sahar-e-azal ko jo di gai vahi aaj tak hai musaafiri
ai tai karein to pata chale kahaan kaun kis ki talab mein hai
meri aankhon hi mein the an-kahe pahlu us ke
vo jo ik baat suni meri zabaani tum ne
main to har dhuup mein saayon kaa rahaa huun juuyaa
mujh se likhvaai saraabon ki kahaani tum ne
Ghazalग़ज़ल
tire jalve tere hijaab ko meri hairaton se numu mili
तिरे जल्वे तेरे हिजाब को मेरी हैरतों से नुमू मिली
thi to sahi par aaj se pahle aisi haqir faqir na thi
थी तो सही पर आज से पहले ऐसी हक़ीर फ़क़ीर न थी
dhyaan ki mauj ko phir aaina-simaa kar lein
ध्यान की मौज को फिर आइना-सीमा कर लें
phir bahaar aai hai phir josh mein saudaa hogaa
फिर बहार आई है फिर जोश में सौदा होगा
shokh the rang har ik daur mein afsaanon ke
शोख़ थे रंग हर इक दौर में अफ़्सानों के
is ki shikaayat kaun karegaa dil ki vo haalat gar na rahi
इस की शिकायत कौन करेगा दिल की वो हालत गर न रही





