charagh-e-sham-e-gharibi tha main zamane men
kisi ne aa ke na ThanDa kiya jala ke mujhe

Naseem Bharat Puri
Naseem Bharat Puri
Sherशेर
See all 17 →charagh-e-sham-e-gharibi tha main zamane men
चराग़-ए-शाम-ए-ग़रीबी था मैं ज़माने में
har-vaqt ki zid buri hai dekho
हर-वक़्त की ज़िद बुरी है देखो
de den abhi kare jo koi khub-ru pasand
दे दें अभी करे जो कोई ख़ूब-रू पसंद
ye but qismat ke puure haT ke puure dhun ke puure hain
ये बुत क़िस्मत के पूरे हट के पूरे धुन के पूरे हैं
sharab-e-mohabbat ko ai zahido tum
शराब-ए-मोहब्बत को ऐ ज़ाहिदो तुम
aap ki mahfil-e-ishrat ko na chhoDa khali
आप की महफ़िल-ए-इशरत को न छोड़ा ख़ाली
Popular Sher & Shayari
34 totalhar-vaqt ki zid buri hai dekho
kahna bhi kiya karo kisi ka
de den abhi kare jo koi khub-ru pasand
ham ko nahin pasand dil-e-arzu-pasand
ye but qismat ke puure haT ke puure dhun ke puure hain
koi in men se ho va.ade ka puura ho nahin sakta
sharab-e-mohabbat ko ai zahido tum
bura gar kahoge to achchha na hoga
aap ki mahfil-e-ishrat ko na chhoDa khali
main agar aa na saka meri shikayat aa.i
dil ki shaamat aai jaa kar phans gayaa
yaar ke gesu-e-pur-kham kyaa karein
ye but qismat ke puure haT ke puure dhun ke puure hain
koi in mein se ho vaade kaa puuraa ho nahin saktaa
aap ki mahfil-e-ishrat ko na chhoDaa khaali
main agar aa na sakaa meri shikaayat aai
dil bhalaa aashiqon ke paas kahaan
aap hi chin-chaan lete hain
mai-kade ke qarib ham vaaiz
teri zid se makaan lete hain
tasalliyaan bhi nahin un ki chheD se khaali
rulaa ke chhoDte hain vo hansaa hansaa ke mujhe
Ghazalग़ज़ल
betaab hain kisi ki nigaahein naqaab mein
बेताब हैं किसी की निगाहें नक़ाब में
jidhar dekh tumhaari bazm mein aghyaar baiThe hain
जिधर देख तुम्हारी बज़्म में अग़्यार बैठे हैं
sab lutf hai khaak-e-zindagi kaa
सब लुत्फ़ है ख़ाक-ए-ज़िंदगी का
yunhi gar adu ki ghulaami kareinge
यूँही गर अदू की ग़ुलामी करेंगे
ham yaar ki ghairon pe nazar dekh rahe hain
हम यार की ग़ैरों पे नज़र देख रहे हैं
na maani us ne ek bhi dil ki
न मानी उस ने एक भी दिल की





