tira khayal mire dil men kaise ghar karta
tira khayal miri vahshaton se aage hai

Nazeer Azad
Nazeer Azad
Sherशेर
See all 7 →tira khayal mire dil men kaise ghar karta
तिरा ख़याल मिरे दिल में कैसे घर करता
tujh men gar barish samundar ke barabar hai to kya
तुझ में गर बारिश समुंदर के बराबर है तो क्या
aankh bhar ishq aur badan bhar chaah
आँख भर इश्क़ और बदन भर चाह
zarra zarra karbala manzar-ba-manzar tishnagi
ज़र्रा ज़र्रा कर्बला मंज़र-ब-मंज़र तिश्नगी
abad hai is dil ka jahan jis ke qadam se
आबाद है इस दिल का जहाँ जिस के क़दम से
kya mila juz sukut-e-be-payan
क्या मिला जुज़ सुकूत-ए-बे-पायाँ
Popular Sher & Shayari
14 totaltujh men gar barish samundar ke barabar hai to kya
mere andar bhi hai sahra ke barabar tishnagi
aankh bhar ishq aur badan bhar chaah
shukr lab bhar gila zaban bhar tha
zarra zarra karbala manzar-ba-manzar tishnagi
apne hisse men to aa.i hai sarasar tishnagi
abad hai is dil ka jahan jis ke qadam se
vo mujh ko pukare hai kisi aur jahan se
kya mila juz sukut-e-be-payan
shor siine men karvan bhar tha
zarra zarra karbalaa manzar-ba-manzar tishnagi
apne hisse mein to aai hai saraasar tishnagi
aabaad hai is dil kaa jahaan jis ke qadam se
vo mujh ko pukaare hai kisi aur jahaan se
kyaa milaa juz sukut-e-be-paayaan
shor siine mein kaarvaan bhar thaa
tiraa khayaal mire dil mein kaise ghar kartaa
tiraa khayaal miri vahshaton se aage hai
daastaan-go thaa kisi baab se niklaa hogaa
vo jo kahtaa thaa ki divaar mein dar miltaa hai
tujh mein gar baarish samundar ke baraabar hai to kyaa
mere andar bhi hai sahraa ke baraabar tishnagi
Ghazalग़ज़ल
kyaa raat kaTi apni ulajhte hue jaan se
क्या रात कटी अपनी उलझते हुए जाँ से
shakar-khvaabi se bil-aakhir mujhe bedaar honaa thaa
शकर-ख़्वाबी से बिल-आख़िर मुझे बेदार होना था
kahne ko pesh kar diyaa nazraana-e-badan
कहने को पेश कर दिया नज़राना-ए-बदन
gul nahin huun mujh se kyunkar rang-o-bu le jaaiye
गुल नहीं हूँ मुझ से क्यूँकर रंग-ओ-बू ले जाइए
darun-e-khaana rahe garmi-e-safar mein rahe
दरून-ए-ख़ाना रहे गर्मी-ए-सफ़र में रहे
koi zanjir kartaa jaa rahaa hai
कोई ज़ंजीर करता जा रहा है





