tujh se ab aur mohabbat nahin ki ja sakti
khud ko itni bhi aziyyat nahin di ja sakti

Noshi Gilani
Noshi Gilani
Sherशेर
See all 15 →tujh se ab aur mohabbat nahin ki ja sakti
तुझ से अब और मोहब्बत नहीं की जा सकती
kuchh nahin chahiye tujh se ai miri umr-e-ravan
कुछ नहीं चाहिए तुझ से ऐ मिरी उम्र-ए-रवाँ
main faisle ki ghaDi se guzar chuki huun magar
मैं फ़ैसले की घड़ी से गुज़र चुकी हूँ मगर
ye aarzu thi ki ham us ke saath saath chalen
ये आरज़ू थी कि हम उस के साथ साथ चलें
dil ka kya hai dil ne kitne manzar dekhe lekin
दिल का क्या है दिल ने कितने मंज़र देखे लेकिन
us shahr men kitne chehre the kuchh yaad nahin sab bhuul ga.e
उस शहर में कितने चेहरे थे कुछ याद नहीं सब भूल गए
Popular Sher & Shayari
30 totalkuchh nahin chahiye tujh se ai miri umr-e-ravan
mira bachpan mire jugnu miri guDiya la de
main faisle ki ghaDi se guzar chuki huun magar
kisi ka dida-e-hairan miri talash men hai
ye aarzu thi ki ham us ke saath saath chalen
magar vo shakhs to rasta badalta jaata hai
dil ka kya hai dil ne kitne manzar dekhe lekin
ankhen pagal ho jaati hain ek khayal se pahle
us shahr men kitne chehre the kuchh yaad nahin sab bhuul ga.e
ik shakhs kitabon jaisa tha vo shakhs zabani yaad hua
zo'm kitnaa karte ho ik charaagh par apne
aur havaa ke chalne mein der kitni lagti hai
use laakh dil se pukaar lo use dekh lo
koi ek harf javaab mein nahin aaegaa
ye aarzu thi ki ham us ke saath saath chalein
magar vo shakhs to rasta badaltaa jaataa hai
kisi harf mein kisi baab mein nahin aaegaa
tiraa zikr meri kitaab mein nahin aaegaa
main tanhaa laDki dayaar-e-shab mein jalaaun sach ke diye kahaan tak
siyaahkaaron ki saltanat mein main kis tarah aaftaab likkhun
band hoti kitaabon mein uDti hui titliyaan Daal diin
kis ki rasmon ki jalti hui aag mein laDkiyaan Daal diin
Ghazalग़ज़ल
hamaare darmiyaan ahd-e-shab-e-mahtaab zinda hai
हमारे दरमियाँ अहद-ए-शब-ए-महताब ज़िंदा है
ye dil bhulaataa nahin hai mohabbatein us ki
ये दिल भुलाता नहीं है मोहब्बतें उस की
hijr ki shab mein qaid kare yaa subh-e-visaal mein rakkhe
हिज्र की शब में क़ैद करे या सुब्ह-ए-विसाल में रक्खे
ye naam mumkin nahin rahegaa maqaam mumkin nahin rahegaa
ये नाम मुमकिन नहीं रहेगा मक़ाम मुमकिन नहीं रहेगा
kisi harf mein kisi baab mein nahin aaegaa
किसी हर्फ़ में किसी बाब में नहीं आएगा
dushman-e-jaan kai qabile hue
दुश्मन-ए-जाँ कई क़बीले हुए





