Sher
jahan gulshan vahan gul hai jahan gul hai vahan bu hai
jahan ulfat vahan main huun jahan main huun vahan tu hai
Q
Qadr BilgramiQadr Bilgrami
jahan gulshan vahan gul hai jahan gul hai vahan bu hai
jahan ulfat vahan main huun jahan main huun vahan tu hai
afsurda-dil ke vaste kya chandni ka lutf
lipTa paDa hai murda sa goya kafan ke saath
dekhna ghafil na rahna chashm-e-tar se dekhna
aa.ina jab dekhna meri nazar se dekhna
jahaan gulshan vahaan gul hai jahaan gul hai vahaan bu hai
jahaan ulfat vahaan main huun jahaan main huun vahaan tu hai
afsurda-dil ke vaaste kyaa chaandni kaa lutf
lipTaa paDaa hai murda saa goyaa kafan ke saath
dekhnaa ghaafil na rahnaa chashm-e-tar se dekhnaa
aaina jab dekhnaa meri nazar se dekhnaa
ho gayaa abru ki saffaaki se shohraa yaar kaa
हो गया अबरू की सफ़्फ़ाकी से शोहरा यार का
hue kaarvaan se judaa jo ham rah-e-aashiqi mein fanaa hue
हुए कारवाँ से जुदा जो हम रह-ए-आशिक़ी में फ़ना हुए
hui hai ham mein aur is gul mein kyaa kyaa maar phulon ki
हुई है हम में और इस गुल में क्या क्या मार फूलों की
ghunche chaTak gae chaman-e-rozgaar ke
ग़ुंचे चटक गए चमन-ए-रोज़गार के
jab zaraa naghmon se bulbul gul-fishaan ho jaaegaa
जब ज़रा नग़्मों से बुलबुल गुल-फ़िशाँ हो जाएगा