Sher
kis tarah yaad kar rakhi hai ye baat
bhuul ja.enge ek din 'asrar'

Riasath Ali Asrar
kis tarah yaad kar rakhi hai ye baat
किस तरह याद कर रखी है ये बात
ek dhaDka sa laga rahta hai khush hone par
एक धड़का सा लगा रहता है ख़ुश होने पर
bazar-e-lafz men liye kaasa khayal ka
बाज़ार-ए-लफ़्ज़ में लिए कासा ख़याल का
jala charagh-e-'adam to 'ajab ujala hua
जला चराग़-ए-'अदम तो 'अजब उजाला हुआ
kya us se bichhaDte ki mile hi na the jis se
क्या उस से बिछड़ते कि मिले ही न थे जिस से
'aql kuchh kaam ki na thi 'asrar'
'अक़्ल कुछ काम की न थी 'असरार'
kis tarah yaad kar rakhi hai ye baat
bhuul ja.enge ek din 'asrar'
ek dhaDka sa laga rahta hai khush hone par
ye bahar ab ke na tamhid-e-khizan ho jaa.e
bazar-e-lafz men liye kaasa khayal ka
phirte hain ham sakhavat-e-ma’ni ke shauq men
jala charagh-e-'adam to 'ajab ujala hua
rah-e-vujud ki manzil dikha.i dene lagi
kya us se bichhaDte ki mile hi na the jis se
ik-tarfa mohabbat ke bhi hain zaviye kya kya
'aql kuchh kaam ki na thi 'asrar'
'ishq ne is ko Thiik Thaak kiya
chaandni surkh si dikhaai de
ye moharram kaa chaand hai 'asraar'
ham na aae junun ke bas mein kabhi
ye garebaan khirad ne chaak kiyaa
be-karaan dasht-e-tasavvur mein bhaTakne ke nuqush
mauj-dar-mauj saraabon se ubharte honge
aap ham se judaa nahin hote
aap par ikhtiyaar hai koi
kyaa us se bichhaDte ki mile hi na the jis se
ik-tarfa mohabbat ke bhi hain zaaviye kyaa kyaa
mahv hain hazrat-e-khayaal apne
haal-e-dil mein muraaqiba baandhe