Sher
gulshan ki faqat phulon se nahin kanTon se bhi zinat hoti hai
jiine ke liye is duniya men gham ki bhi zarurat hoti hai

Saba Afghani
gulshan ki faqat phulon se nahin kanTon se bhi zinat hoti hai
गुलशन की फ़क़त फूलों से नहीं काँटों से भी ज़ीनत होती है
jo aa ke ruke daman pe 'saba' vo ashk nahin hai paani hai
जो आ के रुके दामन पे 'सबा' वो अश्क नहीं है पानी है
karna hi paDega zabt-e-alam piine hi paDenge ye aansu
करना ही पड़ेगा ज़ब्त-ए-अलम पीने ही पड़ेंगे ये आँसू
gulshan ki faqat phulon se nahin kanTon se bhi zinat hoti hai
jiine ke liye is duniya men gham ki bhi zarurat hoti hai
jo aa ke ruke daman pe 'saba' vo ashk nahin hai paani hai
jo ashk na chhalke a.ankhon se us ashk ki qimat hoti hai
karna hi paDega zabt-e-alam piine hi paDenge ye aansu
fariyad-o-fughan se ai nadan tauhin-e-mohabbat hoti hai
gulshan ki faqat phulon se nahin kaanTon se bhi zinat hoti hai
jiine ke liye is duniyaa mein gham ki bhi zarurat hoti hai
jo aa ke ruke daaman pe 'sabaa' vo ashk nahin hai paani hai
jo ashk na chhalke aaankhon se us ashk ki qimat hoti hai
karnaa hi paDegaa zabt-e-alam piine hi paDeinge ye aansu
fariyaad-o-fughaan se ai naadaan tauhin-e-mohabbat hoti hai