Sher
main akela huun tu bhi tanha hai
ham bhi kitne hain be-sahare dekh

Sabir Adeeb
main akela huun tu bhi tanha hai
ham bhi kitne hain be-sahare dekh
is qadar unchi hui divar-e-nafrat har taraf
aaj har insan se insan ki pazira.i ga.i
tilism TuuT gaya shab ka main bhi ghar ko chalun
ruka tha jis ke liye vo bhi ghar gaya kab ka
main akelaa huun tu bhi tanhaa hai
ham bhi kitne hain be-sahaare dekh
is qadar unchi hui divaar-e-nafrat har taraf
aaj har insaan se insaan ki paziraai gai
tilism TuuT gayaa shab kaa main bhi ghar ko chalun
rukaa thaa jis ke liye vo bhi ghar gayaa kab kaa