Sher
kyuun meri tarah raton ko rahta hai pareshan
ai chand bata kis se tiri aankh laDi hai

Sahir Lakhnavi
kyuun meri tarah raton ko rahta hai pareshan
ai chand bata kis se tiri aankh laDi hai
manzilen paanv pakaDti hain Thaharne ke liye
shauq kahta hai ki do chaar qadam aur sahi
kal to is alam-e-hasti se guzar jaana hai
aaj ki raat tiri bazm men ham aur sahi
kal to is aalam-e-hasti se guzar jaanaa hai
aaj ki raat tiri bazm mein ham aur sahi
manzilein paanv pakaDti hain Thaharne ke liye
shauq kahtaa hai ki do chaar qadam aur sahi
kyuun meri tarah raaton ko rahtaa hai pareshaan
ai chaand bataa kis se tiri aankh laDi hai