Quote
"us ko sajda na kaho ye to aadat hai miyan"
S
Shahnawaz FarooqiShahnawaz Farooqi
Shahnawaz Farooqi
us ko sajda na kaho
اس کو سجدہ نہ کہو یہ تو عادت ہے میاں
phir aadmi havas se bhi aage nikal gaya
پھر آدمی ہوس سے بھی آگے نکل گیا پھر آدمی کے کام نہ آیا گناہ تک
kabhi ye gham tha ki samjha nahin koi ham ko
کبھی یہ غم تھا کہ سمجھا نہیں کوئی ہم کو اور اب یہ ڈر کہ کسی نے سمجھ لیا ہی نہ ہو
husn aisa tha ki har ik aa.ina kam paD gaya
حسن ایسا تھا کہ ہر اک آئنا کم پڑ گیا آئنہ کیا عمر بھر کا دیکھنا کم پڑ گیا
ye jahan ek tamasha hai sabhi kahte hain
یہ جہاں ایک تماشا ہے سبھی کہتے ہیں تم نہ ہوتے تو اسے ہم بھی تماشا کہتے
juda.i se ziyada jan-leva
جدائی سے زیادہ جان لیوا محبت میں محبت کی کمی ہے
"us ko sajda na kaho ye to aadat hai miyan"
"phir aadmi havas se bhi aage nikal gaya phir aadmi ke kaam na aaya gunah tak"
"kabhi ye gham tha ki samjha nahin koi ham ko aur ab ye Dar ki kisi ne samajh liya hi na ho"
"husn aisa tha ki har ik aa.ina kam paD gaya aa.ina kya umr bhar ka dekhna kam paD gaya"
"ye jahan ek tamasha hai sabhi kahte hain tum na hote to ise ham bhi tamasha kahte"
"juda.i se ziyada jan-leva mohabbat men mohabbat ki kami hai"
husn aisaa thaa ki har ik aainaa kam paD gayaa
aaina kyaa umr bhar kaa dekhnaa kam paD gayaa
ye jahaan ek tamaashaa hai sabhi kahte hain
tum na hote to ise ham bhi tamaashaa kahte
vo mire bas ko kaise samjhegaa
jo miri bebasi ko samjhaa nahin
itne Duube hue the jiine mein
muddaton zindagi ko samjhaa nahin
aise bhaTak rahaa hai kharaabe mein aadmi
jaise use kabhi bhi hidaayat nahin mili
judaai se ziyaada jaan-levaa
mohabbat mein mohabbat ki kami hai