uThe hain haath to apne karam ki laaj bacha
vagarna meri dua kya miri talab kya hai

Siddique Mujibi
Siddique Mujibi
Sherशेर
See all 8 →uThe hain haath to apne karam ki laaj bacha
उठे हैं हाथ तो अपने करम की लाज बचा
khud pe kya biit ga.i itne dinon men tujh bin
ख़ुद पे क्या बीत गई इतने दिनों में तुझ बिन
main vo TuuTa hua taara jise mahfil na raas aa.i
मैं वो टूटा हुआ तारा जिसे महफ़िल न रास आई
main ne hansne ki aziyyat jhel li roya nahin
मैं ने हँसने की अज़िय्यत झेल ली रोया नहीं
ek bechain samundar hai mire jism men qaid
एक बेचैन समुंदर है मिरे जिस्म में क़ैद
hamare naam likhi ja chuki thi rusva.i
हमारे नाम लिखी जा चुकी थी रुस्वाई
Popular Sher & Shayari
16 totalkhud pe kya biit ga.i itne dinon men tujh bin
ye bhi himmat nahin ab jhank ke andar dekhun
main vo TuuTa hua taara jise mahfil na raas aa.i
main vo shola jo shab bhar aankh ke paani men rahta hai
main ne hansne ki aziyyat jhel li roya nahin
ye saliqa bhi koi asan jiine ka na tha
ek bechain samundar hai mire jism men qaid
TuuT jaa.e jo ye divar to manzar dekhun
hamare naam likhi ja chuki thi rusva.i
hamen to hona tha yuun bhi kharab charon taraf
uThe hain haath to apne karam ki laaj bachaa
vagarna meri duaa kyaa miri talab kyaa hai
khud pe kyaa biit gai itne dinon mein tujh bin
ye bhi himmat nahin ab jhaank ke andar dekhun
main vo TuuTaa huaa taaraa jise mahfil na raas aai
main vo shola jo shab bhar aankh ke paani mein rahtaa hai
main ne hansne ki aziyyat jhel li royaa nahin
ye saliqa bhi koi aasaan jiine kaa na thaa
ek bechain samundar hai mire jism mein qaid
TuuT jaae jo ye divaar to manzar dekhun
hamaare naam likhi jaa chuki thi rusvaai
hamein to honaa thaa yuun bhi kharaab chaaron taraf
Ghazalग़ज़ल
honTon pe sukhan aaankhon mein nam bhi nahin ab ke
होंटों पे सुख़न आँखों में नम भी नहीं अब के
ajab paagal hai dil kaar-e-jahaan baani mein rahtaa hai
अजब पागल है दिल कार-ए-जहाँ बानी में रहता है
use yaqin na aayaa miri kahaani par
उसे यक़ीन न आया मिरी कहानी पर
mire chehre se gham aankhon se hairaani na jaaegi
मिरे चेहरे से ग़म आँखों से हैरानी न जाएगी
sharik-e-gham koi kab mo'atabar nikaltaa hai
शरीक-ए-ग़म कोई कब मो'तबर निकलता है
bhuli-bisri baat hai lekin ab tak bhuul na paae ham
भूली-बिसरी बात है लेकिन अब तक भूल न पाए हम





