Sher
ye tera divana raat ga.e malum nahin kyuun pahron tak
aansu ki lakiron se kitne naqsh-e-jazbat bana.e hai

Taleef Haidar
ye tera divana raat ga.e malum nahin kyuun pahron tak
ये तेरा दिवाना रात गए मालूम नहीं क्यूँ पहरों तक
to kyuun is baar us ne mere aage sar jhukaya hai
तो क्यूँ इस बार उस ने मेरे आगे सर झुकाया है
use kahan hamen qaidi bana ke rakhna tha
उसे कहाँ हमें क़ैदी बना के रखना था
vo ek lamha jise tum ne mukhtasar jaana
वो एक लम्हा जिसे तुम ने मुख़्तसर जाना
safar hi bas kar-e-zindagi hai
सफ़र ही बस कार-ए-ज़िंदगी है
inkar bhi karne ka bahana nahin milta
इंकार भी करने का बहाना नहीं मिलता
ye tera divana raat ga.e malum nahin kyuun pahron tak
aansu ki lakiron se kitne naqsh-e-jazbat bana.e hai
to kyuun is baar us ne mere aage sar jhukaya hai
use to aaj bhi mushkil na tha inkar kar dena
use kahan hamen qaidi bana ke rakhna tha
hamin ko shauq nahin tha kabhi riha.i ka
vo ek lamha jise tum ne mukhtasar jaana
ham aaise lamhe men ik dastan banate hain
safar hi bas kar-e-zindagi hai
azaab kya hai savab kya hai
inkar bhi karne ka bahana nahin milta
iqrar bhi karne ka maza dekh rahe hain
ye teraa divaana raat gae maalum nahin kyuun pahron tak
aansu ki lakiron se kitne naqsh-e-jazbaat banaae hai
use kahaan hamein qaidi banaa ke rakhnaa thaa
hamin ko shauq nahin thaa kabhi rihaai kaa
bahut mushkil thaa mujh ko raah kaa hamvaar kar denaa
to main ne tai kiyaa is dasht ko divaar kar denaa
aksar mire sheron ki sanaa karte rahe hain
vo log jo ghaalib ke taraf-daar nahin hain
vo ek lamha jise tum ne mukhtasar jaanaa
ham aaise lamhe mein ik daastaan banaate hain
ye shahr apni isi haav-hu se zinda hai
tumhaari aur miri guftugu se zinda hai