Sher
mil bhi jaata jo kahin ab-e-baqa kya karte
zindagi khud bhi thi jiine ki saza kya karte

Tanveer Ahmad Alvi
mil bhi jaata jo kahin ab-e-baqa kya karte
मिल भी जाता जो कहीं आब-ए-बक़ा क्या करते
lamha-dar-lamha guzarta hi chala jaata hai
लम्हा-दर-लम्हा गुज़रता ही चला जाता है
palak jhapakne men kuchh khvab TuuT jaate hain
पलक झपकने में कुछ ख़्वाब टूट जाते हैं
mangne ko to yahan apne siva kuchh bhi na tha
माँगने को तो यहाँ अपने सिवा कुछ भी न था
rivayaton ko salibon se kar diya azad
रिवायतों को सलीबों से कर दिया आज़ाद
teri yadon ki kahani to nahin hai 'tanvir'
तेरी यादों की कहानी तो नहीं है 'तनवीर'
mil bhi jaata jo kahin ab-e-baqa kya karte
zindagi khud bhi thi jiine ki saza kya karte
lamha-dar-lamha guzarta hi chala jaata hai
vaqt khush-bu hai bikharta hi chilla jaata hai
palak jhapakne men kuchh khvab TuuT jaate hain
jo but-shikan hai vahi lamha but-tarash bhi tha
mangne ko to yahan apne siva kuchh bhi na tha
lab pe aata bhi agar harf-e-dua kya karte
rivayaton ko salibon se kar diya azad
yahi rasan to sar-e-dar toD di main ne
teri yadon ki kahani to nahin hai 'tanvir'
dil pe dastak jo diya karta hai khushbu ki tarah
vo daaeron se jo baahar na aa sake 'tanvir'
vo rasm-e-gardish-e-parkaar toD di main ne
mil bhi jaataa jo kahin aab-e-baqaa kyaa karte
zindagi khud bhi thi jiine ki sazaa kyaa karte
palak jhapakne mein kuchh khvaab TuuT jaate hain
jo but-shikan hai vahi lamha but-taraash bhi thaa
maangne ko to yahaan apne sivaa kuchh bhi na thaa
lab pe aataa bhi agar harf-e-duaa kyaa karte
rivaayaton ko salibon se kar diyaa aazaad
yahi rasan to sar-e-daar toD di main ne
teri yaadon ki kahaani to nahin hai 'tanvir'
dil pe dastak jo diyaa kartaa hai khushbu ki tarah