Sher
uTThe jo tere dar se to duniya simaT ga.i
baiThe the tere dar pe zamana liye hue
U
Umar FarooqUmar Farooq
uTThe jo tere dar se to duniya simaT ga.i
उट्ठे जो तेरे दर से तो दुनिया सिमट गई
badan ka bojh uThana bhi ab muhal hua
बदन का बोझ उठाना भी अब मुहाल हुआ
mujhe kharid rahe hain mire sabhi apne
मुझे ख़रीद रहे हैं मिरे सभी अपने
mire malik mujhe is khaak se be-ghar na karna
मिरे मालिक मुझे इस ख़ाक से बे-घर न करना
hamen to TuuTi hui kashtiyan nahin dikhtin
हमें तो टूटी हुई कश्तियाँ नहीं दिखतीं
ab ku-e-sanam chaar qadam hi ka safar hai
अब कू-ए-सनम चार क़दम ही का सफ़र है
uTThe jo tere dar se to duniya simaT ga.i
baiThe the tere dar pe zamana liye hue
badan ka bojh uThana bhi ab muhal hua
jo khud se haar ke baiThe to phir ye haal hua
mujhe kharid rahe hain mire sabhi apne
main bik to ja.un magar samne to aa.e koi
mire malik mujhe is khaak se be-ghar na karna
mohabbat ke safar men chalte chalte thak gaya huun main
hamen to TuuTi hui kashtiyan nahin dikhtin
hamare ghar se hi dariya dikha.i deta hai
ab ku-e-sanam chaar qadam hi ka safar hai
kuchh aur masafat ko Thahar kyuun nahin jaate
uTThe jo tere dar se to duniyaa simaT gai
baiThe the tere dar pe zamaana liye hue
mujhe kharid rahe hain mire sabhi apne
main bik to jaaun magar saamne to aae koi
badan kaa bojh uThaanaa bhi ab muhaal huaa
jo khud se haar ke baiThe to phir ye haal huaa
mire maalik mujhe is khaak se be-ghar na karnaa
mohabbat ke safar mein chalte chalte thak gayaa huun main
hamein to TuuTi hui kashtiyaan nahin dikhtin
hamaare ghar se hi dariyaa dikhaai detaa hai
ab ku-e-sanam chaar qadam hi kaa safar hai
kuchh aur masaafat ko Thahar kyuun nahin jaate