Sher
hijr se vasl ki itni thi masafat yaaro
rang tabdil hua bahte hue paani ka

Zahoor Chohan
hijr se vasl ki itni thi masafat yaaro
हिज्र से वस्ल की इतनी थी मसाफ़त यारो
akhiri baar mulaqat to kar li hai magar
आख़िरी बार मुलाक़ात तो कर ली है मगर
kabhi kabhi to mira ghar bhi mujh se puchhta hai
कभी कभी तो मिरा घर भी मुझ से पूछता है
na.e ghar men har ik shai bhi na.i hai
नए घर में हर इक शय भी नई है
rahta huun main jitna saath sab ke
रहता हूँ मैं जितना साथ सब के
puuri ho jaati agar koi kahani hoti
पूरी हो जाती अगर कोई कहानी होती
hijr se vasl ki itni thi masafat yaaro
rang tabdil hua bahte hue paani ka
akhiri baar mulaqat to kar li hai magar
silsila apni mohabbat ka kahan akhiri hai
kabhi kabhi to mira ghar bhi mujh se puchhta hai
ki is jahan men koi tera ghar bhi hai ki nahin
na.e ghar men har ik shai bhi na.i hai
magar khushbu usi ki aa rahi hai
rahta huun main jitna saath sab ke
lagta hai akela ho gaya huun
puuri ho jaati agar koi kahani hoti
ye mohabbat hai miyan is men kasak rahti hai
aakhiri baar mulaaqaat to kar li hai magar
silsila apni mohabbat kaa kahaan aakhiri hai
rahtaa huun main jitnaa saath sab ke
lagtaa hai akelaa ho gayaa huun
main apne aap mein taqsim hone lagtaa huun
use kaho ki mire saamne na aayaa kare
kabhi kabhi to miraa ghar bhi mujh se puchhtaa hai
ki is jahaan mein koi teraa ghar bhi hai ki nahin
inhi jhuke hue peDon se guftugu hai miri
janaab mere buzurgon se guftugu hai miri
puuri ho jaati agar koi kahaani hoti
ye mohabbat hai miyaan is mein kasak rahti hai