talkhi tumhaare vaaz mein hai vaaizo magar — Mirza Mayal Dehlvi
talkhi tumhaare vaaz mein hai vaaizo magar
dekho to kis maze ki hai talkhi sharaab mein
Urdu
تلخی تمہارے وعظ میں ہے واعظو مگر
دیکھو تو کس مزے کی ہے تلخی شراب میں
Hindi
तल्ख़ी तुम्हारे वाज़ में है वाइज़ो मगर
देखो तो किस मज़े की है तल्ख़ी शराब में

Mirza Mayal Dehlvi
Mirza Mayal Dehlvi
poet25 quotes