tark-e-taalluqaat kaa kuchh un ko gham nahin — Muhammad Ayyub Zauqi
tark-e-taalluqaat kaa kuchh un ko gham nahin
ham to shikast-e-ahd-e-vafaa se malul hain
Urdu
ترک تعلقات کا کچھ ان کو غم نہیں
ہم تو شکست عہد وفا سے ملول ہیں
Hindi
तर्क-ए-तअल्लुक़ात का कुछ उन को ग़म नहीं
हम तो शिकस्त-ए-अहद-ए-वफ़ा से मलूल हैं

Muhammad Ayyub Zauqi
Muhammad Ayyub Zauqi
poet20 quotes