rakhte hain jo allah ki qudarat pe bharosa
duniya men kisi ki vo khushamad nahin karte

Muhammad Ayyub Zauqi
Muhammad Ayyub Zauqi
Sherशेर
See all 11 →rakhte hain jo allah ki qudarat pe bharosa
रखते हैं जो अल्लाह की क़ुदरत पे भरोसा
raste men mil ga.e to puchh lete hain mizaj
रास्ते में मिल गए तो पूछ लेते हैं मिज़ाज
hadis-e-dil ba-zaban-e-nazar bhi kah na saka
हदीस-ए-दिल ब-ज़बान-ए-नज़र भी कह न सका
khuda jaane ye soz-e-zabt hai ya zakhm-e-nakami
ख़ुदा जाने ये सोज़-ए-ज़बत है या ज़ख़्म-ए-नाकामी
un ki nigah-e-lutf ki tasir kya kahun
उन की निगाह-ए-लुत्फ़ की तासीर क्या कहूँ
duniya ke is ibrat-khane men halat badalte rahte hain
दुनिया के इस इबरत-ख़ाने में हालात बदलते रहते हैं
Popular Sher & Shayari
22 totalraste men mil ga.e to puchh lete hain mizaj
is se baDh kar aur kya un ki inayat chahiye
hadis-e-dil ba-zaban-e-nazar bhi kah na saka
huzur-e-husn baDhi aur bebasi meri
khuda jaane ye soz-e-zabt hai ya zakhm-e-nakami
kabhi hoti na thi siine men lekin ye jalan pahle
un ki nigah-e-lutf ki tasir kya kahun
zarre ko aftab bana kar chale ga.e
duniya ke is ibrat-khane men halat badalte rahte hain
jo log the kal mash.hur-e-jahan hain aaj vahi gumnami men
rakhte hain jo allaah ki qudarat pe bharosa
duniyaa mein kisi ki vo khushaamad nahin karte
raaste mein mil gae to puchh lete hain mizaaj
is se baDh kar aur kyaa un ki inaayat chaahiye
hadis-e-dil ba-zabaan-e-nazar bhi kah na sakaa
huzur-e-husn baDhi aur bebasi meri
khudaa jaane ye soz-e-zabt hai yaa zakhm-e-naakaami
kabhi hoti na thi siine mein lekin ye jalan pahle
un ki nigaah-e-lutf ki taasir kyaa kahun
zarre ko aaftaab banaa kar chale gae
duniyaa ke is ibrat-khaane mein haalaat badalte rahte hain
jo log the kal mashhur-e-jahaan hain aaj vahi gumnaami mein
Ghazalग़ज़ल
faizaan-e-mohabbat na huaa aam abhi tak
फ़ैज़ान-ए-मोहब्बत न हुआ आम अभी तक
vo naam zahr kaa rakh dein davaa to kyaa hogaa
वो नाम ज़हर का रख दें दवा तो क्या होगा
vo namaaz-e-ishq hi kyaa jo salaam tak na pahunche
वो नमाज़-ए-इश्क़ ही क्या जो सलाम तक न पहुँचे
junun mein mashq-e-tasavvur baDhaa rahaa huun main
जुनूँ में मश्क़-ए-तसव्वुर बढ़ा रहा हूँ मैं
ik inqalaab-e-musalsal hai zindagi meri
इक इंक़लाब-ए-मुसलसल है ज़िंदगी मेरी
duur rah kar vatan ki fazaa se jab bhi ahbaab ki yaad aai
दूर रह कर वतन की फ़ज़ा से जब भी अहबाब की याद आई





