is Dar se rok rakkhe hain aansu 'said' ne — Saeed Ahmad Akhtar
is Dar se rok rakkhe hain aansu 'said' ne
aanchal na bhiig jaae kisi gul-jabin kaa
Urdu
اس ڈر سے روک رکھے ہیں آنسو سعیدؔ نے
آنچل نہ بھیگ جائے کسی گل جبین کا
Hindi
इस डर से रोक रक्खे हैं आँसू 'सईद' ने
आँचल न भीग जाए किसी गुल-जबीन का

Saeed Ahmad Akhtar
Saeed Ahmad Akhtar
poet26 quotes