puchhta koi nahin paDhta mujhe har ek hai
jaise 'manto' ka koi badnam afsana huun main

Saeed Ahmad Akhtar
Saeed Ahmad Akhtar
Sherशेर
See all 21 →puchhta koi nahin paDhta mujhe har ek hai
पूछता कोई नहीं पढ़ता मुझे हर एक है
kal raat jis ko chand samajhte rahe the ham
कल रात जिस को चाँद समझते रहे थे हम
muddat se khamushi hai chalo aaj mar chalen
मुद्दत से ख़ामुशी है चलो आज मर चलें
sulag raha hai chaman men bahar ka mausam
सुलग रहा है चमन में बहार का मौसम
main faqir huun dua hai
मैं फ़क़ीर हूँ दुआ है
tira kirdar kitna mukhtalif hai
तिरा किरदार कितना मुख़्तलिफ़ है
Popular Sher & Shayari
42 totalkal raat jis ko chand samajhte rahe the ham
kangan uchhal gaya tha kisi naznin ka
muddat se khamushi hai chalo aaj mar chalen
do-char din to ghar men zara anjuman rahe
sulag raha hai chaman men bahar ka mausam
kisi hasin ko avaz do khuda ke liye
main faqir huun dua hai
mire paas aur kya hai
tira kirdar kitna mukhtalif hai
tiri tarikh teri dastan se
ye miraa ilhaam hai vo miri tadbir hai
main na junun kaa asiir main na khirad kaa ghulaam
ek ham tinon mein mar jaae to chhap jaaegi
likh to rakkhi hai tiri prem kahaani main ne
sajda kahaan lagaa hai hamaari jabin kaa
charchaa hai phir falak pe tire dar-nashin kaa
shabaab tum se karegaa jo tum ne ham se kiyaa
tumhaaraa husn bhi niklegaa bevafaa mausam
aayaa thaa sun ke shahr mein daulat ki rel-pel
kal mill mein kaT ke mar gayaa beTaa kisaan kaa
mire to phuul bhi tum ho sabaa bhi khushbu bhi
nahin ho tum to nahin mere kaam kaa mausam
Ghazalग़ज़ल
pheinke hue be-kaar khilaune ki tarah huun
फेंके हुए बे-कार खिलौने की तरह हूँ
teri yaadon ko bulaa kar tire gesu ki tarah
तेरी यादों को बुला कर तिरे गेसू की तरह
ye haadsa bhi to kuchh kam na thaa sabaa ke liye
ये हादसा भी तो कुछ कम न था सबा के लिए
sirf un ke kuche mein jaan bichhaa ke chalte hain
सिर्फ़ उन के कूचे में जाँ बिछा के चलते हैं
ye sadma us ko paagal kar gayaa thaa
ये सदमा उस को पागल कर गया था





