pareshaan ho ke dil tark-e-taalluq par hai aamaada — Unwan Chishti
pareshaan ho ke dil tark-e-taalluq par hai aamaada
mohabbat mein ye surat bhi na raas aai to kyaa hogaa
Urdu
پریشاں ہو کے دل ترک تعلق پر ہے آمادہ
محبت میں یہ صورت بھی نہ راس آئی تو کیا ہوگا
Hindi
परेशाँ हो के दिल तर्क-ए-तअल्लुक़ पर है आमादा
मोहब्बत में ये सूरत भी न रास आई तो क्या होगा

Unwan Chishti
Unwan Chishti
poet10 quotes