jo tire dar se uTha phir vo kahin ka na raha
us ki qismat men rahi dar-badri kahte hain

Aale Ahmad Suroor
Aale Ahmad Suroor
Sherशेर
See all 20 →jo tire dar se uTha phir vo kahin ka na raha
जो तिरे दर से उठा फिर वो कहीं का न रहा
sahil ke sukun se kise inkar hai lekin
साहिल के सुकूँ से किसे इंकार है लेकिन
ham jis ke ho ga.e vo hamara na ho saka
हम जिस के हो गए वो हमारा न हो सका
aati hai dhaar un ke karam se shu.ur men
आती है धार उन के करम से शुऊर में
husn kafir tha ada qatil thi baten sehr thiin
हुस्न काफ़िर था अदा क़ातिल थी बातें सेहर थीं
tumhari maslahat achchhi ki apna ye junun behtar
तुम्हारी मस्लहत अच्छी कि अपना ये जुनूँ बेहतर
Popular Sher & Shayari
40 totalsahil ke sukun se kise inkar hai lekin
tufan se laDne men maza aur hi kuchh hai
ham jis ke ho ga.e vo hamara na ho saka
yuun bhi hua hisab barabar kabhi kabhi
aati hai dhaar un ke karam se shu.ur men
dushman mile hain dost se behtar kabhi kabhi
husn kafir tha ada qatil thi baten sehr thiin
aur to sab kuchh tha lekin rasm-e-dildari na thi
tumhari maslahat achchhi ki apna ye junun behtar
sambhal kar girne vaalo ham to gir gir kar sambhle hain
ab dhanak ke rang bhi un ko bhale lagte nahin
mast saare shahr vaale khuun ki holi mein the
husn kaafir thaa adaa qaatil thi baatein sehr thiin
aur to sab kuchh thaa lekin rasm-e-dildaari na thi
saahil ke sukun se kise inkaar hai lekin
tufaan se laDne mein mazaa aur hi kuchh hai
tumhaari maslahat achchhi ki apnaa ye junun behtar
sambhal kar girne vaalo ham to gir gir kar sambhle hain
ham jis ke ho gae vo hamaaraa na ho sakaa
yuun bhi huaa hisaab baraabar kabhi kabhi
bastiyaan kuchh huiin viraan to maatam kaisaa
kuchh kharaabe bhi to aabaad huaa karte hain
Ghazalग़ज़ल
yuun jo uftaad paDe ham pe vo sah jaate hain
यूँ जो उफ़्ताद पड़े हम पे वो सह जाते हैं
khushk kheti hai magar us ko hari kahte hain
ख़ुश्क खेती है मगर उस को हरी कहते हैं
vo jiein kyaa jinhein jiine kaa hunar bhi na milaa
वो जिएँ क्या जिन्हें जीने का हुनर भी न मिला
siyaah raat ki sab aazmaaishein manzur
सियाह रात की सब आज़माइशें मंज़ूर
ham na is Toli mein the yaaro na us Toli mein the
हम न इस टोली में थे यारो न उस टोली में थे
fughaan-e-dard mein bhi dard ki khalish hi nahin
फ़ुग़ान-ए-दर्द में भी दर्द की ख़लिश ही नहीं





