na to aftab ki hai gharaz na talab mujhe koi chand ki
vo charagh mujh ko 'aziz hai miri zulmaton ko jo nuur de

Abrar Asar
Abrar Asar
Sherशेर
See all 7 →na to aftab ki hai gharaz na talab mujhe koi chand ki
न तो आफ़्ताब की है ग़रज़ न तलब मुझे कोई चाँद की
us ke chehre pe tha namak aisa
उस के चेहरे पे था नमक ऐसा
pukhta agar hai 'azm to socho na dosto
पुख़्ता अगर है 'अज़्म तो सोचो न दोस्तो
chaman men shor hai bhanvron ki chahat ka bahut lekin
चमन में शोर है भँवरों की चाहत का बहुत लेकिन
main agar aa.ina nahin hota
मैं अगर आइना नहीं होता
khatra tha andhiy.on se magar ha.e-re nasib
ख़तरा था आंधियों से मगर हाए-रे नसीब
Popular Sher & Shayari
14 totalus ke chehre pe tha namak aisa
aaj tak za.iqa hai honTon par
pukhta agar hai 'azm to socho na dosto
chhoTi si naav aur samundar vishal hai
chaman men shor hai bhanvron ki chahat ka bahut lekin
mohabbat gul ki bulbul se hai khamoshi ke parde men
main agar aa.ina nahin hota
koi mujh se khafa nahin hota
khatra tha andhiy.on se magar ha.e-re nasib
bad-e-saba charagh bujha kar chali ga.i
na to aaftaab ki hai gharaz na talab mujhe koi chaand ki
vo charaagh mujh ko 'aziz hai miri zulmaton ko jo nuur de
us ke chehre pe thaa namak aisaa
aaj tak zaaiqa hai honTon par
pukhta agar hai 'azm to socho na dosto
chhoTi si naav aur samundar vishaal hai
khatra thaa aandhiyon se magar haae-re nasib
baad-e-sabaa charaagh bujhaa kar chali gai
chaman mein shor hai bhanvron ki chaahat kaa bahut lekin
mohabbat gul ki bulbul se hai khaamoshi ke parde mein
chaahe kitni bhi andheri shab ho
dekhnaa phir se ujaalaa hogaa
Ghazalग़ज़ल
hausle jin ke bhi buland nahin
हौसले जिन के भी बुलंद नहीं
ek hasrat jo dil mein dabi rah gai
एक हसरत जो दिल में दबी रह गई
mohabbat ki ye hoti hai sazaa kyaa
मोहब्बत की ये होती है सज़ा क्या
insaaniyat kaa aaj ‘alam-daar kaun hai
इंसानियत का आज ‘अलम-दार कौन है
'ishq hai ham se to ye vahm gumaan kaise hain
'इश्क़ है हम से तो ये वहम गुमाँ कैसे हैं
yuun ghamon se najaat paaun kyaa
यूँ ग़मों से नजात पाऊँ क्या





