"main sochta huun zamane ka haal kya hoga agar ye uljhi hui zulf tu ne suljha.i"

Ahmad Rahi
Ahmad Rahi
Sherशेर
See all 17 →main sochta huun zamane ka haal kya hoga
मैं सोचता हूँ ज़माने का हाल क्या होगा
ab na ka.aba ki tamanna na kisi but ki havas
अब न काबा की तमन्ना न किसी बुत की हवस
dil ke sunsan jaziron ki khabar la.ega
दिल के सुनसान जज़ीरों की ख़बर लाएगा
har ek baat ke yuun to diye javab us ne
हर एक बात के यूँ तो दिए जवाब उस ने
main to masjid se chala tha kisi ka.aba ki taraf
मैं तो मस्जिद से चला था किसी काबा की तरफ़
khushk khushk si palken aur suukh jaati hain
ख़ुश्क ख़ुश्क सी पलकें और सूख जाती हैं
Popular Sher & Shayari
34 total"ab na ka.aba ki tamanna na kisi but ki havas ab to zinda huun kisi markaz-e-insan ke liye"
"dil ke sunsan jaziron ki khabar la.ega dard pahlu se juda ho ke kahan ja.ega"
"har ek baat ke yuun to diye javab us ne jo khaas baat thi har baar hans ke Taal gaya"
"main to masjid se chala tha kisi ka.aba ki taraf dukh to ye hai ki ibadat miri bad-nam hui"
"khushk khushk si palken aur suukh jaati hain main tiri juda.i men is tarah bhi rota huun"
dil ke sunsaan jaziron ki khabar laaegaa
dard pahlu se judaa ho ke kahaan jaaegaa
zindagi ke vo kisi moD pe gaahe gaahe
mil to jaate hain mulaaqaat kahaan hoti hai
har ek baat ke yuun to diye javaab us ne
jo khaas baat thi har baar hans ke Taal gayaa
main to masjid se chalaa thaa kisi kaaba ki taraf
dukh to ye hai ki ibaadat miri bad-naam hui
khushk khushk si palkein aur suukh jaati hain
main tiri judaai mein is tarah bhi rotaa huun
ab na kaaba ki tamannaa na kisi but ki havas
ab to zinda huun kisi markaz-e-insaan ke liye
Ghazalग़ज़ल
main dil-zada huun agar dil-figaar vo bhi hain
मैं दिल-ज़दा हूँ अगर दिल-फ़िगार वो भी हैं
gham-e-hayaat mein koi kami nahin aai
ग़म-ए-हयात में कोई कमी नहीं आई
qayaam-e-dair-o-tavaaf-e-haram nahin karte
क़याम-ए-दैर-ओ-तवाफ़-ए-हरम नहीं करते
dil ke viraan raaste bhi dekh
दिल के वीरान रास्ते भी देख
tavil raaton ki khaamushi mein miri fughaan thak ke so gai hai
तवील रातों की ख़ामुशी में मिरी फ़ुग़ाँ थक के सो गई है
koi batlaae ki kyaa hain yaaro
कोई बतलाए कि क्या हैं यारो





