vo mere alava mujhe chahta hai
baDi mukhtalif hai kahani ki surat

Ahmad Shanas
Ahmad Shanas
Sherशेर
See all 28 →vo mere alava mujhe chahta hai
वो मेरे अलावा मुझे चाहता है
bahut chhoTa safar tha zindagi ka
बहुत छोटा सफ़र था ज़िंदगी का
phuul bahar hai ki andar hai mire siine men
फूल बाहर है कि अंदर है मिरे सीने में
phir is ke baa'd patthar ho gaya a.ankhon ka paani
फिर इस के ब'अद पत्थर हो गया आँखों का पानी
khud ko paaya tha na khoya main ne
ख़ुद को पाया था न खोया मैं ने
gharq karta hai na deta hai kinara hi mujhe
ग़र्क़ करता है न देता है किनारा ही मुझे
Popular Sher & Shayari
56 totalbahut chhoTa safar tha zindagi ka
main apne ghar ke andar tak na pahuncha
phuul bahar hai ki andar hai mire siine men
chand raushan hai ki main aap hi tabinda huun
phir is ke baa'd patthar ho gaya a.ankhon ka paani
jab apne gham men rone se kiya inkar main ne
khud ko paaya tha na khoya main ne
be-karan zaat kinara tha mujhe
gharq karta hai na deta hai kinara hi mujhe
us ne meri zaat men kaisa samundar rakh diya
bahut chhoTaa safar thaa zindagi kaa
main apne ghar ke andar tak na pahunchaa
baahar insaanon se nafrat hai lekin
ghar mein Dheron bachche paidaa karte hain
kaun qatre mein uThaataa hai talaatum
aur antar-aatmaa tak sinchtaa hai
chaand mein darvesh hai jugnu mein jogi
kaun hai vo aur kis ko khojtaa hai
saat qulzum hain mire siine mein
ek qatre se ubhaaraa thaa mujhe
main us ki pahchaan huun yaa vo meri
kyaa samjhun aur vo samjhaae kyaa kyaa
Ghazalग़ज़ल
phulon mein ek rang hai aankhon ke niir kaa
फूलों में एक रंग है आँखों के नीर का
1 views
bas ik jahaan-e-tahayyur se aane vaalaa hai
बस इक जहान-ए-तहय्युर से आने वाला है
lamha lamha roz o shab ko der hoti jaaegi
लम्हा लम्हा रोज़ ओ शब को देर होती जाएगी
yahaan har lafz maani se judaa hai
यहाँ हर लफ़्ज़ मअनी से जुदा है
zamaana ho gayaa hai khvaab dekhe
ज़माना हो गया है ख़्वाब देखे
dasht-e-ummid mein khvaabon kaa safar karnaa thaa
दश्त-ए-उम्मीद में ख़्वाबों का सफ़र करना था





