maan ne likha hai khat men jahan jaao khush raho
mujh ko bhale na yaad karo ghar na bhulna

Ajmal Ajmali
Ajmal Ajmali
Sherशेर
See all 8 →maan ne likha hai khat men jahan jaao khush raho
माँ ने लिखा है ख़त में जहाँ जाओ ख़ुश रहो
hazar manzil-e-gham se guzar chuke lekin
हज़ार मंज़िल-ए-ग़म से गुज़र चुके लेकिन
kitni tavil kyuun na ho batil ki zindagi
कितनी तवील क्यूँ न हो बातिल की ज़िंदगी
jab bhi milta huun vahi chehra liye
जब भी मिलता हूँ वही चेहरा लिए
tar-e-nazar bhi gham ki tamazat se khushk hai
तार-ए-नज़र भी ग़म की तमाज़त से ख़ुश्क है
aarzu thi khinchte ham bhi koi aks-e-hayat
आरज़ू थी खींचते हम भी कोई अक्स-ए-हयात
Popular Sher & Shayari
16 totalhazar manzil-e-gham se guzar chuke lekin
abhi junun-e-mohabbat ki ibtida bhi nahin
kitni tavil kyuun na ho batil ki zindagi
har raat ka hai sub.h muqaddar na bhulna
jab bhi milta huun vahi chehra liye
bad-dua deta hai a.ina mujhe
tar-e-nazar bhi gham ki tamazat se khushk hai
vo pyaas hai mile to samundar sameT luun
aarzu thi khinchte ham bhi koi aks-e-hayat
kya karen ab ke lahu ankhon se Tapka hi nahin
kitni tavil kyuun na ho baatil ki zindagi
har raat kaa hai subh muqaddar na bhulnaa
maan ne likhaa hai khat mein jahaan jaao khush raho
mujh ko bhale na yaad karo ghar na bhulnaa
hazaar manzil-e-gham se guzar chuke lekin
abhi junun-e-mohabbat ki ibtidaa bhi nahin
jab bhi miltaa huun vahi chehra liye
bad-duaa detaa hai aaina mujhe
taar-e-nazar bhi gham ki tamaazat se khushk hai
vo pyaas hai mile to samundar sameT luun
aarzu thi khinchte ham bhi koi aks-e-hayaat
kyaa karein ab ke lahu aankhon se Tapkaa hi nahin
Ghazalग़ज़ल
aazaar bahut lazzat-e-aazaar bahut hai
आज़ार बहुत लज़्ज़त-ए-आज़ार बहुत है
ai husn jab se raaz tiraa paa gae hain ham
ऐ हुस्न जब से राज़ तिरा पा गए हैं हम
raaste ke pech-o-kham kyaa shai hain sochaa hi nahin
रास्ते के पेच-ओ-ख़म क्या शय हैं सोचा ही नहीं
har ujaalaa nai sahar to nahin
हर उजाला नई सहर तो नहीं
tiri nazar bhi nahin harf-e-muddaaa bhi nahin
तिरी नज़र भी नहीं हर्फ़-ए-मुद्दआ भी नहीं
yaad-e-firaaq-e-yaar tiraa shukriyaa bahut
याद-ए-फ़िराक-ए-यार तिरा शुक्रिया बहुत





