Sher
milega zulf-e-azadi unhen kya mausam-e-gul men
qafas se chhuT kar gulshan men jo be-bal-o-par aa.e

Alam Muzaffar Nagari
milega zulf-e-azadi unhen kya mausam-e-gul men
qafas se chhuT kar gulshan men jo be-bal-o-par aa.e
vo un ka va.ada vo ifa-e-ahd ka aalam
ki yaad bhi nahin aata hai bhulta bhi nahin
vo un kaa vaada vo ifaa-e-ahd kaa aalam
ki yaad bhi nahin aataa hai bhultaa bhi nahin
milegaa zulf-e-aazaadi unhein kyaa mausam-e-gul mein
qafas se chhuT kar gulshan mein jo be-baal-o-par aae