zara parda haTa do samne se bijliyan chamken
mira dil jalva-gah-e-tur ban jaa.e to achchha ho

Ali Zaheer Rizvi Lakhnavi
Ali Zaheer Rizvi Lakhnavi
Sherशेर
See all 7 →zara parda haTa do samne se bijliyan chamken
ज़रा पर्दा हटा दो सामने से बिजलियाँ चमकें
2 views
raz-e-gham-e-ulfat ko ye duniya na samajh le
राज़-ए-ग़म-ए-उल्फ़त को ये दुनिया न समझ ले
kaan sunte to hain lekin na samajhne ke liye
कान सुनते तो हैं लेकिन न समझने के लिए
mira khun-e-jigar pur-nur ban jaa.e to achchha ho
मिरा ख़ून-ए-जिगर पुर-नूर बन जाए तो अच्छा हो
hamari zindagi kya hai mohabbat hi mohabbat hai
हमारी ज़िंदगी क्या है मोहब्बत ही मोहब्बत है
vo to tha aadmi ki tarah 'zahir'
वो तो था आदमी की तरह 'ज़हीर'
Popular Sher & Shayari
14 totalraz-e-gham-e-ulfat ko ye duniya na samajh le
aansu mire daman men tumhare bhi mile hain
kaan sunte to hain lekin na samajhne ke liye
koi samjha bhi to mafhum naya mange hai
mira khun-e-jigar pur-nur ban jaa.e to achchha ho
tumhari maang ka sindur ban jaane to achchha ho
hamari zindagi kya hai mohabbat hi mohabbat hai
tumhara bhi yahi dastur ban jaa.e to achchha ho
vo to tha aadmi ki tarah 'zahir'
us ka chehra farishton jaisa tha
zaraa parda haTaa do saamne se bijliyaan chamkein
miraa dil jalva-gaah-e-tur ban jaae to achchhaa ho
raaz-e-gham-e-ulfat ko ye duniyaa na samajh le
aansu mire daaman mein tumhaare bhi mile hain
nafrat se mohabbat ko sahaare bhi mile hain
tufaan ke daaman mein kinaare bhi mile hain
miraa khun-e-jigar pur-nur ban jaae to achchhaa ho
tumhaari maang kaa sindur ban jaane to achchhaa ho
kaan sunte to hain lekin na samajhne ke liye
koi samjhaa bhi to mafhum nayaa maange hai
vo to thaa aadmi ki tarah 'zahir'
us kaa chehra farishton jaisaa thaa
Ghazalग़ज़ल
na aasmaan ki kahaani na vaan kaa qissa likh
न आसमाँ की कहानी न वाँ का क़िस्सा लिख
dil ye kahtaa hai ki ik aalam-e-muztar dekhun
दिल ये कहता है कि इक आलम-ए-मुज़्तर देखूँ
kise bataaein ki kyaa gham rahaa hai aankhon mein
किसे बताएँ कि क्या ग़म रहा है आँखों में
dard har rang se atvaar-e-duaa maange hai
दर्द हर रंग से अतवार-ए-दुआ माँगे है
varaq-e-intikhaab dil mein hai
वरक़-ए-इंतिख़ाब दिल में है





