Sher
aur kitni ghumaoge duniya
ham to sar thaam kar khaDe hue hain

Ammar Iqbal
aur kitni ghumaoge duniya
और कितनी घुमाओगे दुनिया
main ne chaha tha zakhm bhar jaa.en
मैं ने चाहा था ज़ख़्म भर जाएँ
ek hi baat mujh men achchhi hai
एक ही बात मुझ में अच्छी है
ye jo main huun zara sa baaqi huun
ये जो मैं हूँ ज़रा सा बाक़ी हूँ
main ne tasvir phenk di hai magar
मैं ने तस्वीर फेंक दी है मगर
ek darvesh ko tiri khatir
एक दरवेश को तिरी ख़ातिर
aur kitni ghumaoge duniya
ham to sar thaam kar khaDe hue hain
main ne chaha tha zakhm bhar jaa.en
zakhm hi zakhm bhar ga.e mujh men
ek hi baat mujh men achchhi hai
aur main bas vahi nahin karta
ye jo main huun zara sa baaqi huun
vo jo tum the vo mar ga.e mujh men
main ne tasvir phenk di hai magar
kiil divar men gaDi hui hai
ek darvesh ko tiri khatir
saari basti se ishq ho gaya hai
khud hi jaane lage the aur khud hi
raasta rok kar khaDe hue hain
aur kitni ghumaaoge duniyaa
ham to sar thaam kar khaDe hue hain
main aainon ko dekhe jaa rahaa thaa
ab in se baat bhi karne lagaa huun
us ne naasur kar liyaa hogaa
zakhm ko shaaeri banaate hue
haath jis ko lagaa nahin saktaa
us ko aavaaz to lagaane do
ek darvesh ko tiri khaatir
saari basti se ishq ho gayaa hai
pahle hamaari aankh mein binaai aai thi
पहले हमारी आँख में बीनाई आई थी
zaraa si der jale jal ke raakh ho jaae
ज़रा सी देर जले जल के राख हो जाए
tirgi taaq mein jaDi hui hai
तीरगी ताक़ में जड़ी हुई है
vo paikar-e-jamaal hai kamaal hai
वो पैकर-ए-जमाल है कमाल है
yunhi be-baal-o-par khaDe hue hain
यूँही बे-बाल-ओ-पर खड़े हुए हैं
thak gae ho to thakan chhoD ke jaa sakte ho
थक गए हो तो थकन छोड़ के जा सकते हो