zindagi ik saval hai jis ka javab maut hai
maut bhi ik saval hai jis ka javab kuchh nahin

Amn Lakhnavi
Amn Lakhnavi
Sherशेर
See all 8 →zindagi ik saval hai jis ka javab maut hai
ज़िंदगी इक सवाल है जिस का जवाब मौत है
kahani apni apni ahl-e-mahfil jab sunate hain
कहानी अपनी अपनी अहल-ए-महफ़िल जब सुनाते हैं
ya to andaz hi duniya ka badal de ya-rab
या तो अंदाज़ ही दुनिया का बदल दे या-रब
zamin par hain vo kuchh miTTi ke putle
ज़मीं पर हैं वो कुछ मिट्टी के पुतले
mukammal dastan ka ikhtisar itna hi kaafi hai
मुकम्मल दास्ताँ का इख़्तिसार इतना ही काफ़ी है
zaban o dahan se jo khulte nahin hain
ज़बान ओ दहन से जो खुलते नहीं हैं
Popular Sher & Shayari
16 totalkahani apni apni ahl-e-mahfil jab sunate hain
mujhe bhi yaad ik bhula hua afsana aata hai
ya to andaz hi duniya ka badal de ya-rab
ya vo dil de ke ye andaz gavara ho jaa.e
zamin par hain vo kuchh miTTi ke putle
ki jin men rif.aten hain asman ki
mukammal dastan ka ikhtisar itna hi kaafi hai
sulaya shor-e-duniya ne jagaya shor-e-mahshar ne
zaban o dahan se jo khulte nahin hain
vo khul jaate hain raaz aksar nazar se
kahaani apni apni ahl-e-mahfil jab sunaate hain
mujhe bhi yaad ik bhulaa huaa afsaana aataa hai
zabaan o dahan se jo khulte nahin hain
vo khul jaate hain raaz aksar nazar se
zindagi ik savaal hai jis kaa javaab maut hai
maut bhi ik savaal hai jis kaa javaab kuchh nahin
zamin par hain vo kuchh miTTi ke putle
ki jin mein rifatein hain aasmaan ki
mukammal daastaan kaa ikhtisaar itnaa hi kaafi hai
sulaayaa shor-e-duniyaa ne jagaayaa shor-e-mahshar ne
tumhaari bazm bhi kyaa bazm hai aadaab hain kaise
vahi maqbul hotaa hai jo gustaakhaana aataa hai
Ghazalग़ज़ल
har manzil ke aage manzil
हर मंज़िल के आगे मंज़िल
lazzat-e-‘ishq nahin khaak-basar hone tak
लज़्ज़त-ए-‘इश्क़ नहीं ख़ाक-बसर होने तक
neki hai ik junun mujhe ab tak yaqin nahin
नेकी है इक जुनूँ मुझे अब तक यक़ीं नहीं
gham-e-duniyaa agar kuchh mukhtasar hotaa to kyaa hotaa
ग़म-ए-दुनिया अगर कुछ मुख़्तसर होता तो क्या होता
hai 'aarzi hayaat bas itni si baat hai
है 'आरज़ी हयात बस इतनी सी बात है
kuchh bhi aaj bhi tauqir-e-vafaa hai to sahi
कुछ भी आज भी तौक़ीर-ए-वफ़ा है तो सही





