ham tere asman men ai harf-e-e'tibar
uDna to chahte hain magar par kahan se laa.en

Anees Ashfaq
Anees Ashfaq
Sherशेर
See all 12 →ham tere asman men ai harf-e-e'tibar
हम तेरे आसमान में ऐ हर्फ़-ए-ए'तिबार
dekha hai kisi ahu-e-khush-chashm ko us ne
देखा है किसी आहू-ए-ख़ुश-चश्म को उस ने
ye khana hamesha se viran hai
ये ख़ाना हमेशा से वीरान है
is pe hairan hain kharidar ki qimat hai bahut
इस पे हैराँ हैं ख़रीदार कि क़ीमत है बहुत
dastak pe ab gharon se koi bolta nahin
दस्तक पे अब घरों से कोई बोलता नहीं
kyuun nahin hote munajaton ke ma.ani munkashif
क्यूँ नहीं होते मुनाजातों के मअनी मुन्कशिफ़
Popular Sher & Shayari
24 totaldekha hai kisi ahu-e-khush-chashm ko us ne
ankhon men bahut us ki chamak aa.i hui hai
ye khana hamesha se viran hai
kahan koi dil ke makan men raha
is pe hairan hain kharidar ki qimat hai bahut
mere gauhar ki tab-o-tab nahin dekhte hain
dastak pe ab gharon se koi bolta nahin
pahle ye shahr shahr-e-'adam-raftagan na tha
kyuun nahin hote munajaton ke ma.ani munkashif
ramz ban jaata hai kyuun harf-e-dua ham se suno
to kyaa huaa jo galaa ye rasan mein rahne lagaa
maza to daana-e-haq kaa dahan mein rahne lagaa
dekhaa hai kisi aahu-e-khush-chashm ko us ne
aankhon mein bahut us ki chamak aai hui hai
is pe hairaan hain kharidaar ki qimat hai bahut
mere gauhar ki tab-o-taab nahin dekhte hain
ye khaana hamesha se viraan hai
kahaan koi dil ke makaan mein rahaa
ham tere aasmaan mein ai harf-e-e'tibaar
uDnaa to chaahte hain magar par kahaan se laaein
dastak pe ab gharon se koi boltaa nahin
pahle ye shahr shahr-e-'adam-raftagaan na thaa
Ghazalग़ज़ल
ru-e-gul chehra-e-mahtaab nahin dekhte hain
रू-ए-गुल चेहरा-ए-महताब नहीं देखते हैं
puchh mat meraa lahu sarf-e-sinaan kitnaa huaa
पूछ मत मेरा लहू सर्फ़-ए-सिनाँ कितना हुआ
aage ye garebaan na kabhi chaak karungaa
आगे ये गरेबाँ न कभी चाक करूँगा
rukh kisi aur ki jaanib hai ishaare kuchh aur
रुख़ किसी और की जानिब है इशारे कुछ और
aisaa bhi tez nashtar-e-naa-mehrbaan na thaa
ऐसा भी तेज़ नश्तर-ए-ना-मेहर-बाँ न था
jald is shahr mein hai vaqt vo aane vaalaa
जल्द इस शहर में है वक़्त वो आने वाला





