chhani hai khaak ham ne bahut ku-e-yar ki
'ja’far' is 'ashiqi se kisi ko amaan nahin

Dr. Jafar Askari
Dr. Jafar Askari
Sherशेर
See all 11 →chhani hai khaak ham ne bahut ku-e-yar ki
छानी है ख़ाक हम ने बहुत कू-ए-यार की
mulla tiri akaD se ye hone laga guman
मुल्ला तिरी अकड़ से ये होने लगा गुमान
tasadum dekh kar afkar-e-nau ka jahl-e-dauran se
तसादुम देख कर अफ़्कार-ए-नौ का जहल-ए-दौराँ से
ye shab-e-gham ye meri tanha.i
ये शब-ए-ग़म ये मेरी तन्हाई
barsat muflison ki sada se raqib hai
बरसात मुफ़लिसों की सदा से रक़ीब है
ik maan ke dam se ziist men raunaq thi barqarar
इक माँ के दम से ज़ीस्त में रौनक़ थी बरक़रार
Popular Sher & Shayari
22 totalmulla tiri akaD se ye hone laga guman
jaise khuda zamin pe numudar ho gaya
tasadum dekh kar afkar-e-nau ka jahl-e-dauran se
sukhan raushan-khayali ka sunana sakht mushkil hai
ye shab-e-gham ye meri tanha.i
is rifaqat ka kaun saani hai
barsat muflison ki sada se raqib hai
kachche makan girne ka mausam 'ajib hai
ik maan ke dam se ziist men raunaq thi barqarar
ab vo nahin to raunaq-e-bazm-e-jahan nahin
mullaa tiri akaD se ye hone lagaa gumaan
jaise khudaa zamin pe numudaar ho gayaa
niind aati hi nahin thi aagahi ke dard se
maut ne aaghosh mein le kar sulaayaa hai mujhe
chhin leti hai aadmi kaa vaqaar
muflisi bhi 'azaab hai yaaro
miT jaaegi vatan se jahaalat ki tirgi
vo dekh inqalaab kaa suraj qarib hai
ik maan ke dam se ziist mein raunaq thi barqaraar
ab vo nahin to raunaq-e-bazm-e-jahaan nahin
mazhab se us ke dil mein na paidaa huaa gudaaz
ye aadmi to aur bhi saffaak ho gayaa
Ghazalग़ज़ल
is darja bebasi hai koi ham-zabaan nahin
इस दर्जा बेबसी है कोई हम-ज़बाँ नहीं
'aashiqi ik 'azaab hai yaaro
'आशिक़ी इक 'अज़ाब है यारो
aayaa jo teraa zikr jigar chaak ho gayaa
आया जो तेरा ज़िक्र जिगर चाक हो गया
jis adaa se us ne mahfil se uThaayaa hai mujhe
जिस अदा से उस ने महफ़िल से उठाया है मुझे
be-mehri-e-sanam se dil afgaar ho gayaa
बे-मेहरी-ए-सनम से दिल अफ़गार हो गया
barsaat muflison ki sadaa se raqib hai
बरसात मुफ़लिसों की सदा से रक़ीब है





