lahu-luhan nazaron ka zikr aaya to
sharif log uThe duur ja ke baiTh ga.e

Dushyant Kumar
Dushyant Kumar
Sherशेर
See all 29 →lahu-luhan nazaron ka zikr aaya to
लहू-लुहान नज़ारों का ज़िक्र आया तो
nazar-navaz nazara badal na jaa.e kahin
नज़र-नवाज़ नज़ारा बदल न जाए कहीं
main jise oDhta bichhata huun
मैं जिसे ओढ़ता बिछाता हूँ
ye soch kar ki darakhton men chhanv hoti hai
ये सोच कर कि दरख़्तों में छाँव होती है
ye log homo-havan men yaqin rakhte hain
ये लोग होमो-हवन में यक़ीन रखते हैं
ye saara jism jhuk kar bojh se dohra hua hoga
ये सारा जिस्म झुक कर बोझ से दोहरा हुआ होगा
Popular Sher & Shayari
58 totalnazar-navaz nazara badal na jaa.e kahin
zara si baat hai munh se nikal na jaa.e kahin
main jise oDhta bichhata huun
vo ghazal aap ko sunata huun
ye soch kar ki darakhton men chhanv hoti hai
yahan babul ke saa.e men aa ke baiTh ga.e
ye log homo-havan men yaqin rakhte hain
chalo yahan se chalen haath jal na jaa.e kahin
ye saara jism jhuk kar bojh se dohra hua hoga
main sajde men nahin tha aap ko dhoka hua hoga
tu kisi rail si guzarti hai
main kisi pul saa thartharaataa huun
maslahat-aamez hote hain siyaasat ke qadam
tu na samjhegaa siyaasat tu abhi naadaan hai
ek qabristaan mein ghar mil rahaa hai
jis mein tah-khaanon se tah-khaane lage hain
azmat-e-mulk is siyaasat ke
haath nilaam ho rahi hai ab
in ThiThurti ungliyon ko is lapaT par seink lo
dhuup ab ghar ki kisi divaar par hogi nahin
tumhaare paaon ke niche koi zamin nahin
kamaal ye hai ki phir bhi tumhein yaqin nahin
Ghazalग़ज़ल
roz jab raat ko baarah kaa gajar hotaa hai
रोज़ जब रात को बारह का गजर होता है
pak gai hain aadatein baaton se sar hongi nahin
पक गई हैं आदतें बातों से सर होंगी नहीं
agar khudaa na kare sach ye khvaab ho jaae
अगर ख़ुदा न करे सच ये ख़्वाब हो जाए
aaj viraan apnaa ghar dekhaa
आज वीरान अपना घर देखा
ek guDiyaa ki kai kaTh-putliyon mein jaan hai
एक गुड़िया की कई कठ-पुतलियों में जान है
jaane kis kis kaa khayaal aayaa hai
जाने किस किस का ख़याल आया है





