us ka milna hai ajab tarah ka mujh se milna
dasht-e-imkan men ho phulon ka jaise khilna

Farah Khan
Farah Khan
Sherशेर
See all 8 →us ka milna hai ajab tarah ka mujh se milna
उस का मिलना है अजब तरह का मुझ से मिलना
mil hi jaoge mujhe vaqt ki gardish se pare
मिल ही जाओगे मुझे वक़्त की गर्दिश से परे
ham bhuul ga.e ahd-o-karam tere sitam bhi
हम भूल गए अहद-ओ-करम तेरे सितम भी
nahin nasib men manzil to raste kyon hain
नहीं नसीब में मंज़िल तो रास्ते क्यों हैं
is teri mohabbat men mila kuchh bhi nahin hai
इस तेरी मोहब्बत में मिला कुछ भी नहीं है
had-e-imkan se pare tak main tujhe chahungi
हद-ए-इम्काँ से परे तक मैं तुझे चाहूँगी
Popular Sher & Shayari
16 totalmil hi jaoge mujhe vaqt ki gardish se pare
bas zara jism ki divar girani hogi
ham bhuul ga.e ahd-o-karam tere sitam bhi
ab tujh se zamane se gila kuchh bhi nahin hai
nahin nasib men manzil to raste kyon hain
tavil-tar ye juda.i ke silsile kyon hain
is teri mohabbat men mila kuchh bhi nahin hai
main jaan ga.i huun ki sila kuchh bhi nahin hai
had-e-imkan se pare tak main tujhe chahungi
tu mujhe apne mayassar ki hadon men milna
us kaa milnaa hai ajab tarah kaa mujh se milnaa
dasht-e-imkaan mein ho phulon kaa jaise khilnaa
mil hi jaaoge mujhe vaqt ki gardish se pare
bas zaraa jism ki divaar giraani hogi
ham bhuul gae ahd-o-karam tere sitam bhi
ab tujh se zamaane se gila kuchh bhi nahin hai
nahin nasib mein manzil to raaste kyon hain
tavil-tar ye judaai ke silsile kyon hain
is teri mohabbat mein milaa kuchh bhi nahin hai
main jaan gai huun ki sila kuchh bhi nahin hai
had-e-imkaan se pare tak main tujhe chaahungi
tu mujhe apne mayassar ki hadon mein milnaa
Ghazalग़ज़ल
charaagh sabr ke jis ne jalaae royaa hai
चराग़ सब्र के जिस ने जलाए रोया है
ye zindagi jo mili ham ko kam mohabbat mein
ये ज़िंदगी जो मिली हम को कम मोहब्बत में
ik ishq thaa jo ham se dobaara nahin huaa
इक इश्क़ था जो हम से दोबारा नहीं हुआ
suraj tanaab-e-shaam ko thaame khaDaa rahe
सूरज तनाब-ए-शाम को थामे खड़ा रहे
fasil-e-jaan pe saae hain zard belon ke
फ़सील-ए-जान पे साए हैं ज़र्द बेलों के
paraae dasht mein nindein luTaa ke aai huun
पराए दश्त में नींदें लुटा के आई हूँ





