kuchh is tarah qarib vo aaya mire liye
us ki tavajjoh pyaar men chahat ka ghar hui

Farah Shahid
Farah Shahid
Sherशेर
See all 12 →kuchh is tarah qarib vo aaya mire liye
कुछ इस तरह क़रीब वो आया मिरे लिए
vo yuun to lagta hai sab ke jaisa
वो यूँ तो लगता है सब के जैसा
puchho zara ye chand se kaise sahar hui
पूछो ज़रा ये चाँद से कैसे सहर हुई
taqsim phir hui hai virasat kuchh is tarah
तक़्सीम फिर हुई है विरासत कुछ इस तरह
kitni farakh-dil huun main 'farah'-ji pyaar men
कितनी फ़राख़-दिल हूँ मैं 'फ़रह'-जी प्यार में
khushiyan jo baT rahi thiin vo ham ko nahin milin
ख़ुशियाँ जो बट रही थीं वो हम को नहीं मिलीं
Popular Sher & Shayari
24 totalvo yuun to lagta hai sab ke jaisa
magar juda kuchh janab men hai
puchho zara ye chand se kaise sahar hui
itni tavil raat bhi kaise basar hui
taqsim phir hui hai virasat kuchh is tarah
ik maan zamin pe dekhiye phir dar-ba-dar hui
kitni farakh-dil huun main 'farah'-ji pyaar men
hairat hai us ki chaah men kitni niDar hui
khushiyan jo baT rahi thiin vo ham ko nahin milin
aa.i hamari baari to vapas nazar hui
taqsim phir hui hai viraasat kuchh is tarah
ik maan zamin pe dekhiye phir dar-ba-dar hui
kuchh is tarah qarib vo aayaa mire liye
us ki tavajjoh pyaar mein chaahat kaa ghar hui
main kaisi raahon mein kho gai huun
sabhi qusur intikhaab mein hai
khushiyaan jo baT rahi thiin vo ham ko nahin milin
aai hamaari baari to vaapas nazar hui
puchho zaraa ye chaand se kaise sahar hui
itni tavil raat bhi kaise basar hui
vo yuun to lagtaa hai sab ke jaisaa
magar judaa kuchh janaab mein hai
Ghazalग़ज़ल
pichhle baras tum saath the mere aur december thaa
पिछले बरस तुम साथ थे मेरे और दिसम्बर था
nahin hai khush iztiraab mein hai
नहीं है ख़ुश इज़्तिराब में है
mohabbaton mein mujhe to udaas rahne de
मोहब्बतों में मुझे तो उदास रहने दे
chale hain saath ham anjaan ho kar
चले हैं साथ हम अंजान हो कर
chaahe jitnaa saath nibhaa lo phir bhi bichhaDnaa paDtaa hai
चाहे जितना साथ निभा लो फिर भी बिछड़ना पड़ता है





