saaqi ne nigahon se pila di hai ghazab ki
rindan-e-azal dekhiye kab hosh men aa.en

Figar Unnavi
Figar Unnavi
Sherशेर
See all 33 →saaqi ne nigahon se pila di hai ghazab ki
साक़ी ने निगाहों से पिला दी है ग़ज़ब की
dil choT sahe aur uf na kare ye zabt ki manzil hai lekin
दिल चोट सहे और उफ़ न करे ये ज़ब्त की मंज़िल है लेकिन
adab-e-ashiqi se to ham be-khabar na the
आदाब-ए-आशिक़ी से तो हम बे-ख़बर न थे
divane ko majaz-o-haqiqat se kya gharaz
दीवाने को मजाज़-ओ-हक़ीक़त से क्या ग़रज़
chhup gaya din qadam baDha raahi
छुप गया दिन क़दम बढ़ा राही
ik tera aasra hai faqat ai khayal-e-dost
इक तेरा आसरा है फ़क़त ऐ ख़याल-ए-दोस्त
Popular Sher & Shayari
66 totaldil choT sahe aur uf na kare ye zabt ki manzil hai lekin
saghar TuuTe avaz na ho aisa to bahut kam hota hai
adab-e-ashiqi se to ham be-khabar na the
divane the zarur magar is qadar na the
divane ko majaz-o-haqiqat se kya gharaz
dair-o-haram mile na mile tera dar mile
chhup gaya din qadam baDha raahi
duur manzil hai muft raat na kar
ik tera aasra hai faqat ai khayal-e-dost
sab bujh ga.e charagh shab-e-intizar men
maayus dilon ko ab chheDo bhi to kyaa haasil
TuuTe hue paimaane fariyaad nahin karte
fazaa kaa tang honaa fitrat-e-aazaad se puchho
par-e-parvaaz hi kyaa jo qafas ko aashiyaan samjhe
dil hai miraa rangini-e-aaghaaz pe maail
nazron mein abhi jaam hai anjaam nahin hai
ik teraa aasraa hai faqat ai khayaal-e-dost
sab bujh gae charaagh shab-e-intizaar mein
un pe qurbaan har khushi kar di
zindagi nazr-e-zindagi kar di
partav-e-husn se zarre bhi bane aaine
kitne jalve kiye arzaan tiri raanaai ne
Ghazalग़ज़ल
shohrat-e-tarz-e-fughaan aam hui jaati hai
शोहरत-ए-तर्ज़-ए-फ़ुग़ाँ आम हुई जाती है
hasti ik naqsh-e-inikaasi hai
हस्ती इक नक़्श-ए-इनइकासी है
aarzu hasrat-e-naakaam se aage na baDhi
आरज़ू हसरत-ए-नाकाम से आगे न बढ़ी
tufaan se bach ke daaman-e-saahil mein rah gayaa
तूफ़ाँ से बच के दामन-ए-साहिल में रह गया
lab pe jhuTe taraane hote hain
लब पे झूटे तराने होते हैं
kisi apne se hoti hai na begaane se hoti hai
किसी अपने से होती है न बेगाने से होती है





