tamam umr use chahna na tha mumkin
kabhi kabhi to vo is dil pe baar ban ke raha

Ghalib Ayaz
Ghalib Ayaz
Sherशेर
See all 8 →tamam umr use chahna na tha mumkin
तमाम उम्र उसे चाहना न था मुमकिन
bhale hi chhanv na de aasra to deta hai
भले ही छाँव न दे आसरा तो देता है
phir yahi rut ho ain mumkin hai
फिर यही रुत हो ऐन मुमकिन है
tumhare dar se uTha.e ga.e malal nahin
तुम्हारे दर से उठाए गए मलाल नहीं
ham us ke jabr ka qissa tamam chahte hain
हम उस के जब्र का क़िस्सा तमाम चाहते हैं
hava ke honT khulen sa.at-e-kalam to aa.e
हवा के होंट खुलें साअत-ए-कलाम तो आए
Popular Sher & Shayari
16 totalbhale hi chhanv na de aasra to deta hai
ye aarzu ka shajar hai khizan-rasida sahi
phir yahi rut ho ain mumkin hai
par tira intizar ho ki na ho
tumhare dar se uTha.e ga.e malal nahin
vahan to chhoD ke aa.e hain ham ghubar apna
ham us ke jabr ka qissa tamam chahte hain
aur us ki tegh hamara zaval chahti hai
hava ke honT khulen sa.at-e-kalam to aa.e
ye ret jaisa badan andhiyon ke kaam to aa.e
ham us ke jabr kaa qissa tamaam chaahte hain
aur us ki tegh hamaaraa zavaal chaahti hai
tamaam umr use chaahnaa na thaa mumkin
kabhi kabhi to vo is dil pe baar ban ke rahaa
bhale hi chhaanv na de aasraa to detaa hai
ye aarzu kaa shajar hai khizaan-rasida sahi
phir yahi rut ho ain mumkin hai
par tiraa intizaar ho ki na ho
tumhaare dar se uThaae gae malaal nahin
vahaan to chhoD ke aae hain ham ghubaar apnaa
havaa ke honT khulein saaat-e-kalaam to aae
ye ret jaisaa badan aandhiyon ke kaam to aae
Ghazalग़ज़ल
jabin-e-shauq pe gard-e-malaal chaahti hai
जबीन-ए-शौक़ पे गर्द-ए-मलाल चाहती है
huaa karegaa har ik lafz mushk-baar apnaa
हुआ करेगा हर इक लफ़्ज़ मुश्क-बार अपना
husn ke zer-e-baar ho ki na ho
हुस्न के ज़ेर-ए-बार हो कि न हो
bas tere liye udaas aankhein
बस तेरे लिए उदास आँखें
kabhi gumaan kabhi e'tibaar ban ke rahaa
कभी गुमान कभी ए'तिबार बन के रहा
dard jab dastaras-e-chaaragaraan se niklaa
दर्द जब दस्तरस-ए-चारागराँ से निकला





