Sher
dahal jaate hain biivi ki garaj se
bas ab kuchh aisi halat ho ga.i hai

Hammad Hasan
dahal jaate hain biivi ki garaj se
दहल जाते हैं बीवी की गरज से
daal roTi se pareshan hain hujre ke makin
दाल रोटी से परेशान हैं हुजरे के मकीन
apni shokhi se na baaz aa.e tum ab bhi 'hammad'
अपनी शोख़ी से न बाज़ आए तुम अब भी 'हम्माद'
shab biiti chand bhi Duub chala ab paanv dabana band karo
शब बीती चाँद भी डूब चला अब पाँव दबाना बंद करो
saas aa jaa.e to kyuun ghar se chipak jaati hai
सास आ जाए तो क्यूँ घर से चिपक जाती है
is ki har ek baat main chupke se maan leta huun
इस की हर एक बात मैं चुपके से मान लेता हूँ
dahal jaate hain biivi ki garaj se
bas ab kuchh aisi halat ho ga.i hai
daal roTi se pareshan hain hujre ke makin
maulvi murgh chura.e to ghazal hoti hai
apni shokhi se na baaz aa.e tum ab bhi 'hammad'
shaikh se puchh liya rasta mai-khane ka
shab biiti chand bhi Duub chala ab paanv dabana band karo
uTTho jaldi aaTa gundho tumhen nashta nahin banana kya
saas aa jaa.e to kyuun ghar se chipak jaati hai
ye muamma hai samajhne ka na samjhane ka
is ki har ek baat main chupke se maan leta huun
jis ko ho jaan o dil aziiz us ke khilaf jaa.e kyuun
saas aa jaae to kyuun ghar se chipak jaati hai
ye muamma hai samajhne kaa na samjhaane kaa
yahaan ham baiTh kar chaae ke ik cup ko taraste hain
vahaan sab le ke biscuit cake ke ambaar baiThe hain
apni shokhi se na baaz aae tum ab bhi 'hammaad'
shaikh se puchh liyaa raasta mai-khaane kaa
naukar huun daamaad nahin huun kartaa huun ghar ke sab kaam
thakan se haal kharaab hai meraa piilaa ho gayaa maan kaa laal
shab biiti chaand bhi Duub chalaa ab paanv dabaanaa band karo
uTTho jaldi aaTaa gundho tumhein naashta nahin banaanaa kyaa
is ki har ek baat main chupke se maan letaa huun
jis ko ho jaan o dil aziiz us ke khilaaf jaae kyuun