khvab, ummid, tamanna.en, ta.alluq, rishte
jaan le lete hain akhir ye sahare saare
Imran
Imran
Sherशेर
See all 7 →khvab, ummid, tamanna.en, ta.alluq, rishte
ख़्वाब, उम्मीद, तमन्नाएँ, तअल्लुक़, रिश्ते
vaqt har zakhm ko bhar deta hai kuchh bhi kiije
वक़्त हर ज़ख़्म को भर देता है कुछ भी कीजे
haar hi jiit hai a.in-e-vafa ki ru se
हार ही जीत है आईन-ए-वफ़ा की रू से
apne lahu men zahr bhi khud gholta huun main
अपने लहू में ज़हर भी ख़ुद घोलता हूँ मैं
ajiib khauf ka mausam hai in dinon 'imrran'
अजीब ख़ौफ़ का मौसम है इन दिनों 'इमरान'
kya jaane shakh-e-vaqt se kis vaqt gir paDun
क्या जाने शाख़-ए-वक़्त से किस वक़्त गिर पड़ूँ
Popular Sher & Shayari
14 totalvaqt har zakhm ko bhar deta hai kuchh bhi kiije
yaad rah jaati hai halki si chubhan ki had tak
haar hi jiit hai a.in-e-vafa ki ru se
ye vo baazi hai jahan jiit ke haare saare
apne lahu men zahr bhi khud gholta huun main
soz-e-darun kisi pe nahin kholta huun main
ajiib khauf ka mausam hai in dinon 'imrran'
sugandh le ke hava duur tak nahin jaati
kya jaane shakh-e-vaqt se kis vaqt gir paDun
manind-e-barg-e-zard abhi Dolta huun main
kyaa jaane shaakh-e-vaqt se kis vaqt gir paDun
maanind-e-barg-e-zard abhi Doltaa huun main
apne lahu mein zahr bhi khud gholtaa huun main
soz-e-darun kisi pe nahin kholtaa huun main
haar hi jiit hai aain-e-vafaa ki ru se
ye vo baazi hai jahaan jiit ke haare saare
vaqt har zakhm ko bhar detaa hai kuchh bhi kiije
yaad rah jaati hai halki si chubhan ki had tak
rang ho raushni ho yaa khushbu
sab mein partav usi hasin ke hain
khvaab, ummid, tamannaaein, taalluq, rishte
jaan le lete hain aakhir ye sahaare saare
Ghazalग़ज़ल
mausam-e-gul hai tire surkh dahan ki had tak
मौसम-ए-गुल है तिरे सुर्ख़ दहन की हद तक
apne hisse mein hi aane the khasaare saare
अपने हिस्से में ही आने थे ख़सारे सारे
payaam le ke havaa duur tak nahin jaati
पयाम ले के हवा दूर तक नहीं जाती
apne lahu mein zahr bhi khud gholtaa huun main
अपने लहू में ज़हर भी ख़ुद घोलता हूँ मैं
ye jo aabaad hone jaa rahe hain
ये जो आबाद होने जा रहे हैं
ham na duniyaa ke hain na diin ke hain
हम न दुनिया के हैं न दीं के हैं





