vo kisi ko yaad kar ke muskuraya tha udhar
aur main nadan ye samjha ki vo mera hua

Iqbal Ashhar
Iqbal Ashhar
Sherशेर
See all 20 →vo kisi ko yaad kar ke muskuraya tha udhar
वो किसी को याद कर के मुस्कुराया था उधर
le ga.iin duur bahut duur hava.en jis ko
ले गईं दूर बहुत दूर हवाएँ जिस को
suno samundar ki shokh lahro hava.en Thahri hain tum bhi Thahro
सुनो समुंदर की शोख़ लहरो हवाएँ ठहरी हैं तुम भी ठहरो
phir tira zikr kiya bad-e-saba ne mujh se
फिर तिरा ज़िक्र किया बाद-ए-सबा ने मुझ से
muddaton baa'd pasheman hua dariya ham se
मुद्दतों ब'अद पशेमाँ हुआ दरिया हम से
vahi to markazi kirdar hai kahani ka
वही तो मरकज़ी किरदार है कहानी का
Popular Sher & Shayari
40 totalle ga.iin duur bahut duur hava.en jis ko
vahi badal tha miri pyaas bujhane vaala
suno samundar ki shokh lahro hava.en Thahri hain tum bhi Thahro
vo duur sahil pe ek bachcha abhi gharaunde bana raha hai
phir tira zikr kiya bad-e-saba ne mujh se
phir mire dil ko dhaDakne ke bahane aa.e
muddaton baa'd pasheman hua dariya ham se
muddaton baa'd hamen pyaas chhupani aa.i
vahi to markazi kirdar hai kahani ka
usi pe khatm hai tasir bevafa.i ki
vo kisi ko yaad kar ke muskuraayaa thaa udhar
aur main naadaan ye samjhaa ki vo meraa huaa
aaj phir niind ko aankhon se bichhaDte dekhaa
aaj phir yaad koi choT puraani aai
muddaton baa'd mayassar huaa maan kaa aanchal
muddaton baa'd hamein niind suhaani aai
na jaane kitne charaaghon ko mil gai shohrat
ik aaftaab ke be-vaqt Duub jaane se
'azim log the TuuTe to ik vaqaar ke saath
kisi se kuchh na kahaa bas udaas rahne lage
suno samundar ki shokh lahro havaaein Thahri hain tum bhi Thahro
vo duur saahil pe ek bachcha abhi gharaunde banaa rahaa hai
Ghazalग़ज़ल
tumhaari khushbu thi ham-safar to hamaaraa lahja hi dusraa thaa
तुम्हारी ख़ुश्बू थी हम-सफ़र तो हमारा लहजा ही दूसरा था
kabhi kasak judaai ki kabhi mahak visaal ki
कभी कसक जुदाई की कभी महक विसाल की
vo bhi kuchh bhulaa huaa thaa main kuchh bhaTkaa huaa
वो भी कुछ भूला हुआ था मैं कुछ भटका हुआ
silsila khatm huaa jalne jalaane vaalaa
सिलसिला ख़त्म हुआ जलने जलाने वाला
pyaas dariyaa ki nigaahon se chhupaa rakkhi hai
प्यास दरिया की निगाहों से छुपा रक्खी है
kitne bhule hue naghmaat sunaane aae
कितने भूले हुए नग़्मात सुनाने आए





