kisi ki yaad manane men iid guzregi
so shahr-e-dil men bahut duur tak udasi hai

Ishaq Virdag
Ishaq Virdag
Sherशेर
kisi ki yaad manane men iid guzregi
किसी की याद मनाने में ईद गुज़रेगी
bazar hain khamosh to galiyon pe hai sakta
बाज़ार हैं ख़ामोश तो गलियों पे है सकता
khairat men de aaya huun jiiti hui baazi
ख़ैरात में दे आया हूँ जीती हुई बाज़ी
aisi taraqqi par to rona banta hai
ऐसी तरक़्क़ी पर तो रोना बनता है
asatiza ne mira haath thaam rakkha hai
असातिज़ा ने मिरा हाथ थाम रक्खा है
Popular Sher & Shayari
10 totalbazar hain khamosh to galiyon pe hai sakta
ab shahr men tanha.i ka Dar bol raha hai
khairat men de aaya huun jiiti hui baazi
duniya ye samajhti hai ki main haar gaya huun
aisi taraqqi par to rona banta hai
jis men dahshat-gard corona banta hai
asatiza ne mira haath thaam rakkha hai
isi liye to main pahuncha huun apni manzil par
khairaat mein de aayaa huun jiiti hui baazi
duniyaa ye samajhti hai ki main haar gayaa huun
asaatiza ne miraa haath thaam rakkhaa hai
isi liye to main pahunchaa huun apni manzil par
kisi ki yaad manaane mein iid guzregi
so shahr-e-dil mein bahut duur tak udaasi hai
aisi taraqqi par to ronaa bantaa hai
jis mein dahshat-gard corona bantaa hai
baazaar hain khaamosh to galiyon pe hai sakta
ab shahr mein tanhaai kaa Dar bol rahaa hai
Ghazalग़ज़ल
mire liye to ye bekaar hone vaalaa hai
मिरे लिए तो ये बेकार होने वाला है
nahin jaati agar ye aasmaan tak
नहीं जाती अगर ये आसमाँ तक
ham khaak-ba-sar gard-e-safar DhunD rahe hain
हम ख़ाक-ब-सर गर्द-ए-सफ़र ढूँड रहे हैं
main vo majnun ki ik sahraa hai mujh mein
मैं वो मजनूँ कि इक सहरा है मुझ में
khvaab ne rakh liyaa fasaane mein
ख़्वाब ने रख लिया फ़साने में
hone kaa e'tibaar nahin kar rahe hain log
होने का ए'तिबार नहीं कर रहे हैं लोग





