jise na aane ki qasmen main de ke aaya huun
usi ke qadmon ki aahaT ka intizar bhi hai

Javed Naseemi
Javed Naseemi
Sherशेर
See all 15 →jise na aane ki qasmen main de ke aaya huun
जिसे न आने की क़स्में मैं दे के आया हूँ
be-saya na ho jaa.e kahin ghar mira yarab
बे-साया न हो जाए कहीं घर मिरा यारब
ek chehra hai jo ankhon men basa rahta hai
एक चेहरा है जो आँखों में बसा रहता है
muddat hui ki zinda huun dekhe baghair use
मुद्दत हुई कि ज़िंदा हूँ देखे बग़ैर उसे
zara qarib se dekhun to koi raaz khule
ज़रा क़रीब से देखूँ तो कोई राज़ खुले
mujh ko ye mohtat ikhlas-e-nazar achchha laga
मुझ को ये मोहतात इख़्लास-ए-नज़र अच्छा लगा
Popular Sher & Shayari
30 totalbe-saya na ho jaa.e kahin ghar mira yarab
kuchh din se main jhukta ye shajar dekh raha huun
ek chehra hai jo ankhon men basa rahta hai
ik tasavvur hai jo tanha nahin hone deta
muddat hui ki zinda huun dekhe baghair use
vo shakhs mere dil se utar to nahin gaya
zara qarib se dekhun to koi raaz khule
yahan to har koi lagta hai aadmi jaisa
mujh ko ye mohtat ikhlas-e-nazar achchha laga
us ki duzdida nigahon ka safar achchha laga
chaand kaa qurb lagaa kaisaa chalo puchh aaein
aasmaanon ke safar se vo palaT aayaa hai
dar-ba-dar ho gae taabir ki dhun mein kitne
in hasin khvaabon se baDh kar koi saffaak nahin
ek chehra hai jo aankhon mein basaa rahtaa hai
ik tasavvur hai jo tanhaa nahin hone detaa
jise na aane ki qasmein main de ke aayaa huun
usi ke qadmon ki aahaT kaa intizaar bhi hai
muddat hui ki zinda huun dekhe baghair use
vo shakhs mere dil se utar to nahin gayaa
zinda rahne ke liye asbaab de
meri aankhon ko tu apne khvaab de
Ghazalग़ज़ल
main jab bhi taalib-e-naamus hone lagtaa huun
मैं जब भी तालिब-ए-नामूस होने लगता हूँ
vaqt ke haathon ne jab tak ki na khaamosh kiyaa
वक़्त के हाथों ने जब तक कि न ख़ामोश किया
koi inaam-e-vafaa hai ki silaa hai kyaa hai
कोई इनआम-ए-वफ़ा है कि सिला है क्या है
jo roz ki hai baat vahi baat karo ho
जो रोज़ की है बात वही बात करो हो
palkon pe le ke bojh kahaan tak phiraa karun
पलकों पे ले के बोझ कहाँ तक फिरा करूँ
baad muddat ke tiri yaad ke baadal barse
बअ'द मुद्दत के तिरी याद के बादल बरसे





