kuchh ta'alluq bhi nahin rasm-e-jahan se aage
us se rishta bhi raha vahm o guman se aage

Kabir Ajmal
Kabir Ajmal
Sherशेर
See all 16 →kuchh ta'alluq bhi nahin rasm-e-jahan se aage
कुछ तअल्लुक़ भी नहीं रस्म-ए-जहाँ से आगे
zamir o zehn men ik sard jang jaari hai
ज़मीर ओ ज़ेहन में इक सर्द जंग जारी है
kis se main un ka Thikana puchhta
किस से मैं उन का ठिकाना पूछता
yuun khush na ho ai shahr-e-nigaran ke dar o baam
यूँ ख़ुश न हो ऐ शहर-ए-निगाराँ के दर ओ बाम
baja.e gul mujhe tohfa diya babulon ka
बजाए गुल मुझे तोहफ़ा दिया बबूलों का
ufuq ke akhiri manzar men jagmaga.un main
उफ़ुक़ के आख़िरी मंज़र में जगमगाऊँ मैं
Popular Sher & Shayari
32 totalzamir o zehn men ik sard jang jaari hai
kise shikast duun aur kis pe fat.h pa.un main
kis se main un ka Thikana puchhta
samne khali makan tha aur main
yuun khush na ho ai shahr-e-nigaran ke dar o baam
ye vadi-e-saffak bhi rahne ki nahin hai
baja.e gul mujhe tohfa diya babulon ka
main munharif to nahin tha tire usulon ka
ufuq ke akhiri manzar men jagmaga.un main
hisar-e-zat se niklun to khud ko pa.un main
zamir o zehn mein ik sard jang jaari hai
kise shikast duun aur kis pe fath paaun main
vo mere khvaab churaa kar bhi khush nahin 'ajmal'
vo ek khvaab lahu mein jo phail jaanaa thaa
kyuun baam pe aavaazon kaa dhammaal hai 'ajmal'
is ghar pe to aaseb kaa saaya bhi nahin hai
kahte hain ki uThne ko hai ab rasm-e-mohabbat
aur is ke sivaa koi tamaashaa bhi nahin hai
ye gham miraa hai to phir ghair se ilaaqa kyaa
mujhe hi apni tamannaa kaa baar Dhone de
kis se main un kaa Thikaanaa puchhtaa
saamne khaali makaan thaa aur main
Ghazalग़ज़ल
vo khvaab talabgaar-e-tamaashaa bhi nahin hai
वो ख़्वाब तलबगार-ए-तमाशा भी नहीं है
hujum-e-sayyaargaan mein raushan diyaa usi kaa
हुजूम-ए-सय्यार्गां में रौशन दिया उसी का
vo mauj-e-havaa jo abhi bahne ki nahin hai
वो मौज-ए-हवा जो अभी बहने की नहीं है
apni anaa se bar-sar-e-paikaar main hi thaa
अपनी अना से बर-सर-ए-पैकार मैं ही था
ufuq ke aakhiri manzar mein jagmagaaun main
उफ़ुक़ के आख़िरी मंज़र में जगमगाऊँ मैं
siyaahi Dhal ke palkon par bhi aae
सियाही ढल के पलकों पर भी आए





