naseh khata muaaf sunen kya bahar men
ham ikhtiyar men hain na dil ikhtiyar men

Munshi Amirullah Tasleem
Munshi Amirullah Tasleem
Sherशेर
See all 20 →naseh khata muaaf sunen kya bahar men
नासेह ख़ता मुआफ़ सुनें क्या बहार में
ham ne paala muddaton pahlu men ham koi nahin
हम ने पाला मुद्दतों पहलू में हम कोई नहीं
kya khabar mujh ko khizan kya chiiz hai kaisi bahar
क्या ख़बर मुझ को ख़िज़ाँ क्या चीज़ है कैसी बहार
ahd ke baa'd liye bose dahan ke itne
अहद के बअ'द लिए बोसे दहन के इतने
kijiye aisa jahan paida jahan koi na ho
कीजिए ऐसा जहाँ पैदा जहाँ कोई न हो
dimagh de jo khuda gulshan-e-mohabbat men
दिमाग़ दे जो ख़ुदा गुलशन-ए-मोहब्बत में
Popular Sher & Shayari
40 totalham ne paala muddaton pahlu men ham koi nahin
tum ne dekha ik nazar se dil tumhara ho gaya
kya khabar mujh ko khizan kya chiiz hai kaisi bahar
ankhen kholin aa ke main ne khana-e-sayyad men
ahd ke baa'd liye bose dahan ke itne
ki lab-e-zud-pashiman ko mukarne na diya
kijiye aisa jahan paida jahan koi na ho
zarra-o-akhtar zamin-o-asman koi na ho
dimagh de jo khuda gulshan-e-mohabbat men
har ek gul se tire pairahan ki bu aa.e
kyaa khabar mujh ko khizaan kyaa chiiz hai kaisi bahaar
aankhein kholin aa ke main ne khaana-e-sayyaad mein
ahd ke baa'd liye bose dahan ke itne
ki lab-e-zud-pashimaan ko mukarne na diyaa
ham ne paalaa muddaton pahlu mein ham koi nahin
tum ne dekhaa ik nazar se dil tumhaaraa ho gayaa
subh hoti hai shaam hoti hai
umr yunhi tamaam hoti hai
aas kyaa ab to umid-e-naa-ummidi bhi nahin
kaun de mujh ko tasalli kaun bahlaae mujhe
dil-lagi mein hasrat-e-dil kuchh nikal jaati to hai
bose le lete hain ham do-chaar hanste bolte
Ghazalग़ज़ल
vasl ki shab bhi adaa-e-rasm-e-hirmaan mein rahaa
वस्ल की शब भी अदा-ए-रस्म-ए-हिरमाँ में रहा
vasl mein bigDe bane yaar ke aksar gesu
वस्ल में बिगड़े बने यार के अक्सर गेसू
ghaib se sahra-navardon kaa mudaavaa ho gayaa
ग़ैब से सहरा-नवरदों का मुदावा हो गया
bhule se bhi na jaanib-e-aghyaar dekhnaa
भूले से भी न जानिब-ए-अग़्यार देखना
karo na der jahaan mein jahaan se aage chalo
करो न देर जहाँ में जहाँ से आगे चलो
kahne sunne se miri un ki 'adaavat ho gai
कहने सुनने से मिरी उन की 'अदावत हो गई





