Sher
utni der sameTun saare dukh tere
jitni der ai dost bikhar nahin jaata main

Naeem Gilani
utni der sameTun saare dukh tere
jitni der ai dost bikhar nahin jaata main
maut se aage tak ke manzar dekhe hain
tanha.i se yunhi Dar nahin jaata main
maut se aage tak ke manzar dekhe hain
tanhaai se yunhi Dar nahin jaataa main
utni der sameTun saare dukh tere
jitni der ai dost bikhar nahin jaataa main
main kis se puchhtaa ki bhalaa kyaa kami hui
मैं किस से पूछता कि भला क्या कमी हुई
guzre vaqt ki shaayad tujhe khabar kam hai
गुज़रे वक़्त की शायद तुझे ख़बर कम है
yuun bhi jab tak gham se mar nahin jaataa main
यूँ भी जब तक ग़म से मर नहीं जाता मैं
nasheb-e-hijr mein din ikhtitaam karte hue
नशेब-ए-हिज्र में दिन इख़्तिताम करते हुए
kahin pe rukte hue aur kahin guzarte hue
कहीं पे रुकते हुए और कहीं गुज़रते हुए
had se baDhti hui taazir mein dekhaa jaae
हद से बढ़ती हुई ता'ज़ीर में देखा जाए