ik be-qarar dil se mulaqat kijiye
jab mil ga.e hain aap to kuchh baat kijiye

Naushad Ali
Naushad Ali
Sherशेर
ik be-qarar dil se mulaqat kijiye
इक बे-क़रार दिल से मुलाक़ात कीजिए
zindagi mukhtasar mili thi hamen
ज़िंदगी मुख़्तसर मिली थी हमें
abadiyon men dasht ka manzar bhi aa.ega
आबादियों में दश्त का मंज़र भी आएगा
samne us ke ek bhi na chali
सामने उस के एक भी न चली
karna hai sha.iri agar 'naushad'
करना है शाइरी अगर 'नौशाद'
Popular Sher & Shayari
10 totalzindagi mukhtasar mili thi hamen
hasraten be-shumar le ke chale
abadiyon men dasht ka manzar bhi aa.ega
guzroge shahr se to mira ghar bhi aa.ega
samne us ke ek bhi na chali
dil men baten hazar le ke chale
karna hai sha.iri agar 'naushad'
'mir' ka kulliyat yaad karo
karnaa hai shaairi agar 'naushaad'
'mir' kaa kulliyaat yaad karo
ik be-qaraar dil se mulaaqaat kijiye
jab mil gae hain aap to kuchh baat kijiye
aabaadiyon mein dasht kaa manzar bhi aaegaa
guzroge shahr se to miraa ghar bhi aaegaa
saamne us ke ek bhi na chali
dil mein baatein hazaar le ke chale
zindagi mukhtasar mili thi hamein
hasratein be-shumaar le ke chale
Ghazalग़ज़ल
ye baatein aaj ki kal jis kitaab mein likhnaa
ये बातें आज की कल जिस किताब में लिखना
ham doston ke lutf-o-karam dekhte rahe
हम दोस्तों के लुत्फ़-ओ-करम देखते रहे
zanjir-e-junun kuchh aur khanak ham raqs-e-tamannaa dekheinge
ज़ंजीर-ए-जुनूँ कुछ और खनक हम रक़्स-ए-तमन्ना देखेंगे
pahle to Dar lagaa mujhe khud apni chaap se
पहले तो डर लगा मुझे ख़ुद अपनी चाप से
duniyaa kahin jo banti hai miTti zarur hai
दुनिया कहीं जो बनती है मिटती ज़रूर है
khair maangi jo aashiyaane ki
ख़ैर माँगी जो आशियाने की





