Quote
"pahuncha na tha yaqin ki manzil pe main abhi mera khayal mujh se bhi aage nikal gaya"

Nayyar Sultanpuri
Nayyar Sultanpuri
pahuncha na tha yaqin ki manzil pe main abhi
پہونچا نہ تھا یقین کی منزل پہ میں ابھی میرا خیال مجھ سے بھی آگے نکل گیا
baDhne lagi yaqin o guman men jo kashmakash
بڑھنے لگی یقین و گماں میں جو کشمکش وعدہ بھی صبح و شام پہ ٹلتا چلا گیا
siine pe kitne daagh liye phir raha huun main
سینے پہ کتنے داغ لیے پھر رہا ہوں میں زخموں کا ایک باغ لیے پھر رہا ہوں میں
di hai 'nayyar' mujh ko saaqi ne ye kaisi khaas mai
دی ہے نیرؔ مجھ کو ساقی نے یہ کیسی خاص مے سب کی نظریں اٹھ رہی ہیں میرے ساغر کی طرف
"pahuncha na tha yaqin ki manzil pe main abhi mera khayal mujh se bhi aage nikal gaya"
"baDhne lagi yaqin o guman men jo kashmakash va.ada bhi sub.h o shaam pe Talta chala gaya"
"siine pe kitne daagh liye phir raha huun main zakhmon ka ek baagh liye phir raha huun main"
"di hai 'nayyar' mujh ko saaqi ne ye kaisi khaas mai sab ki nazren uTh rahi hain mere saghar ki taraf"
pahunchaa na thaa yaqin ki manzil pe main abhi
meraa khayaal mujh se bhi aage nikal gayaa
siine pe kitne daagh liye phir rahaa huun main
zakhmon kaa ek baagh liye phir rahaa huun main
di hai 'nayyar' mujh ko saaqi ne ye kaisi khaas mai
sab ki nazrein uTh rahi hain mere saaghar ki taraf
baDhne lagi yaqin o gumaan mein jo kashmakash
vaada bhi subh o shaam pe Taltaa chalaa gayaa